Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kari Kari Ankhiyo Se Pyari Pyari Batiyo Se - कारी कारी अंखियो से प्यारी प्यारी बतियो से
kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se
o sajna balma haye o sajna balma haye
kahe meri nindiya churaye haye
kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se
jhuthi chori o gori jhuthi chori o gori
kahe mere naam lagaye haye
kaun tha vo chupa hua zulfo ki chav me zulfo ki chav me
chor nahi tere siwa koi bhi gaav me koi bhi gaav me
chupke se chupke meri galiyo me tune
naino ke teer chalaye kari kari ankhiyo se
jhuthi chori o gori jhuthi chori o gori
kahe mere naam lagaye haye
yaad nahi tujhe abhi wo mai nahi tha wo mai nahi tha
mai to kahi gaya nahi mai to yahi tha mai to yahi tha
tu puch le ye sare gori se mujhpe yaki jo na aaye
kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se
o sajna balma haye o sajna balma haye
kahe meri nindiya churaye haye
loot liya tune jiya baiya to chhod de baiya to chhod de
kaise koi pyar bhara nata ye tod de nata ye tod de
tune kya suna nahi lagi nahi chute
chahe jiya chala jaye haye
kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se
o sajna balma haye o sajna balma haye
kahe meri nindiya churaye haye
kari kari ankhiyo se pyari pyari batiyo se
jhuthi chori o gori jhuthi chori o gori
kahe mere naam lagaye haye
Comments for lyrics of song "Kari Kari Ankhiyo Se Pyari Pyari Batiyo Se"
TheDeepakp on Saturday, February 07, 2015
FILM: "TARZAN COMES TO DELHI ' = 1965.
Film cast: Dara Singh Randhawa, Mumtaz, Bhagwan, Vishwa Mehra, Siddhu, Bela
Bose, Helen
Singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Datta Naik
Film Director: Kidar Kapoor