Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kaun Aaya Raste Aaina Khane Ho Gaye - कौन आया रास्ते, आईना खाने हो गई
kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi
kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi
raat roshan ho gayi, din bhi suhaane ho gaye
kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi
ye bhi mumkin hai ke maine, usko pehchana na ho
ye bhi mumkin hai ke maine, usko pehchana na ho
ab use dekhe huye, kitne jamaane ho gaye
raat roshan ho gayi, din bhi suhaane ho gaye
kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi
jaao un kamro ke, aaine uthakar phenk do
jaao un kamro ke, aaine uthakar phenk do
we agar ye keh rahe ho, hum purane ho gaye
raat roshan ho gayi, din bhi suhaane ho gaye
kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi
meri palko par ye aansu, pyar ki tauhin hai
meri palko par ye aansu, pyar ki tauhin hai
uski aankho se gire, moti ke dane ho gaye
raat roshan ho gayi, din bhi suhaane ho gaye
kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi
Comments for lyrics of song "Kaun Aaya Raste Aaina Khane Ho Gaye"
Kuldeep Chawla on Tuesday, March 24, 2015 god creates jagjit singh once in thousands of
year.
Rick Bindra on Wednesday, November 12, 2014 This ghazal is the epitome of maestro Jagjit Singh's class. What a
beautiful rendition!
sjhashmi786 on Friday, December 03, 2010 Marvellous Ghazal by Jagjit.