Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Ajay Devgan - ajay_devgan_001.jpg
Ajay Devgan

Bewafaai Ka Aalam (Album)
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.33 - 3 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 3.33
Total Vote(s) : 3
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Khatam Karta Hu Par Khatam Hota Nahi - ख़त्म करता हूँ

khatam karata hoon
per khatam hota nahi hai
mohabaat bhi kitna ajab silsila hai
khatam karata hoon
per khatam hota nahi hai
mohabaat bhi kitana ajab silsila hai
vo bewafaa hai ye main jaanta hoon
vo bewafaa hai ye main jaanta hoon
per ab talak dil ussi se mila hai

khatam karati hoon
per khatam hota nahi hai
mohabaat bhi kitana ajab sil sila hai
vo bewafaa hai ye main janathi hoon
vo bewafaa hai ye main janathi hoon
per ab talak dil ussi se mila hai
khatam karata hoon
per khatam hota nahi hai
mohabaat bhi kitana ajab silsila hai

jab ye lage ab usko bhul gaya
to chupke se aa jati hai yaade
kuch din mai khamosh to rehatha hoon
per kuch din mein ho jati hai baate
jab ye lage me usse door hui
to khwabon me uske pass gayi
kya main bolu bechaini ka aalam
karwat karwat sari raat gayi
dard badatha hai per dard hota nahi hai
mohabaat bhi kitana ajab silsila hai
dard badatha hai per dard hota nahi hai
mohabaat bhi kitana ajab silsila hai

jab ye lage ab uska naam na lu
to dil ye likh deta hai sau afsaane
pal pal dhokhe khaye jisse humne
shayad abhi hai uss ke deewane
jab ye lage na usse aur milu
to milane ko dil karatha hai jyada
bhul se uski pass agar pahunchi mai
to lekar aati ek toota wada
chot lagti hai per jakhm hota nahi hai
mohabaat bhi kitana ajab silsila hai
vo bewafaa hai ye main janati hoon
vo bewafaa hai ye main janati hoon
per ab talak dil ussi se mila hai
khatam karata hoon
per khatam hota nahi hai
mohabaat bhi kitana ajab silsila hai
vo bewafaa hai ye main janatha hoon
vo bewafaa hai ye main janatha hoon
per ab talak dil ussi se mila hai

khatam karati hoon
per khatam hota nahi hai
mohabaat bhi kitana ajeeb silsila hai
mohabaat bhi kitana ajab silsila hai


lyrics of song Khatam Karta Hu Par Khatam Hota Nahi

Comments for lyrics of song "Khatam Karta Hu Par Khatam Hota Nahi"
Rakesh Rajbhar on Saturday, June 27, 2015
Break up huve 3 saal ho gye fir v usaki Yaad nahi bhul raha hu. Bahot Yaad
Ati h o. Kabhi kabhi to baat v karta h phone pe..

M Riyaz on Saturday, December 28, 2013
woh bewafa ko shaadi hoke ek bacci hai phir bhi mere dilme uske liye pyaar
khatam nahi hota hai,,,,,

Imran Khan on Thursday, June 11, 2015
MOHBBAT KA AJEEB SILSILA H

Mangal Patel on Sunday, July 06, 2014
Ehsan zahid
I love S



Singer: Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar
Lyricist: Praveen Bharadwaj
Music Director: Nikhil

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Souten (1983)
Souten (1983)
Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Chaudhvin Ka Chand (1960)
Chaudhvin Ka Chand (1960)
Ghulami (1985)
Ghulami (1985)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy