Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kis Tarah Jeete Hai Ye Log Bata Do Yaro - किस तरह जीते हैं ये लोग बता दो यारों
kis tarah jite hai ye log bata do yaro
kis tarah jite hai ye log bata do yaro
ham ko bhi jine ka andaz sikha do yaro
kis tarah jite hai ye log bata do yaro
pyar lete hai kaha se yeh zamane wale
pyar lete hai kaha se ye zamane waale
un gali bucho ka rasta to dikha do yaro
un gali bucho ka rasta to dikha do yaro
ham ko bhi jine ka andaz sikhaa do yaro
kis tarah jite hai ye log bata do yaro
dard ke nam se waqif na jaha ho koyi
dard ke nam se waqif na jaha ho koyi
aisi mehfil me hame bhi to bithha do yaro
aisi mehfil me hame bhi to bithha do yaro
ham ko bhi jine ka andaaz sikha do yaro
kis tarah jite hai ye log bata do yaro
sath dena hai to khud pine ki aadat dalo
sath dena hai to khud pine ki aadat dalo
warna maikhane ka dar ham se chuda do yaro
warna maikhane ka dar ham se chuda do yaro
ham ko bhi jine ka andaz sikha do yaro
kis tarah jite hai ye log bata do yaro
kis tarah jite hai ye log
Comments for lyrics of song "Kis Tarah Jeete Hai Ye Log Bata Do Yaro"
asim306 on Saturday, July 05, 2008 o man
wat a gr8 song -full of feeling
thanx4upload a gr8est song
aarifboy on Friday, January 07, 2011 saath dena hai tau khud pene ki adat dalo,verna mehkhane ka dar humse
churado yaro
rk10101 on Friday, August 01, 2008 Great upload indeed. thanx! I think the city shown is Chennai?
Arun Kaul on Wednesday, March 31, 2010 raj kumar totally flop''''''''''''song marvellous''''
Djenebou77 on Monday, May 23, 2011 Nice Song from Rafi. Legend Raaj Kumar is immortal.