Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kuchh Hone Ko Hai, Main Hi Nahi Mere Saath - कुछ होने को हैं, मैं ही नही मेरे साथ
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
kuchh ho gayi hai teri baat
ab main nahi hu mere sath
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
maine kabhi ye chaha nahi afsaane dil ke bane
pyar ho yu kisi se divaane hum bane
maine kabhi ye chaha nahi afsaane dil ke bane
pyar ho yu kisi se divaane hum bane
par dil ki hai ye baat jab main hi nahi mere sath
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
pyar hai ek dhoka maine kitabo me hai padha
khub rota hai khud to dosto se main lada
pyar hai ek dhoka maine kitabo me hai padha
khub rota hai khud to dosto se main lada
par dil ki hai ye baat jab main hi nahi mere sath
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
kuchh ho gayi hai teri baat
ab main nahi hu mere sath
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai
kuchh hone ko hai kuchh hone ko hai