Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Laakh Zamaane Waale Daalen Dilon Pe Taale - ओ लाख ज़माने वाले डालें दिलों पे ताले
o
laakh zamaane waale daale dilo pe taale
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
laakh zamaane waale daale dilo pe taale
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
baalam ham bhi na bhule
o
dil ki lagi pe dekho aanch na aaye
jaan rahe ke jaaye, pyaar na jaaye
dil ki lagi pe dekho aanch na aaye
jaan rahe ke jaaye, pyaar na jaaye
bite so bite dekho duniya na jite dekho
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
baalam ham bhi na bhule
o
gam jo tumhaara ho wo gam bhi hai pyaara
mai bhi tumhaari baalam dil bhi tumhaara
gam jo tumhaara ho wo gam bhi hai pyaara
mai bhi tumhaari baalam dil bhi tumhaara
prit lagi na chhute dor baandhe na tute
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
baalam ham bhi na bhule
laakh zamaane waale daale dilo pe taale
tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule
baalam ham bhi na bhule
o
Comments for lyrics of song "Laakh Zamaane Waale Daalen Dilon Pe Taale"
Bhupinder Pujji on Saturday, September 08, 2012 great hitsong of geeta dutt thanks for sharing the song bhupinder pujji
tintunbirha on Sunday, April 12, 2015 Song is very good but what makes it even better is the very clear recording
where every instrument can be heard.
Hasmukh Jhaveri on Monday, August 31, 2015 Very nice song
Lita Jialal on Sunday, October 10, 2010 very nice song.
Dev Anand, Geeta Bali, Kalpana Kartik, K N Singh, Krishan Dhawan, Roopa Verman, Habib, Rashid Khan, Johnny Walker, Srinath, Rashid Ahmed, Abu Baker, Nirmal Kumari