Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tujhe Majnu Ki Kasm Samne Aaja Laila (Laila Majnu Opera) - तुझको मजनू की कसम सामने आजा लैला
tujhko majnu ki kasam samne aaja laila
aaj to aah ki tasir dikha ja laila
tune surat na dikhai to ye surat hogi
log dekhenge tamasha tere diwane ka
diwane ka
ho diwane teri aag badi kam aa gayi
laila tadap ke aaj labe ba aa gayi
na itna sitam mujhpe dhaya karo
na itna sitam mujhpe dhaya karo
zara apna
zara apna jalwa dikhaya karo
na itna sitam mujhpe dhaya karo
meri majburiya tum zara jaan lo
meri majburiya tum zara jaan lo
ab khyalo me
ab khyalo me humko bulaya karo
meri majburiya tum zara jaan lo
jala ja raha hu bacha lo mujhe
jala ja raha hu bacha lo mujhe
mere dil pe zulfo ka saya karo
na itna sitam mujhpe dhaya karo
na talwaro se darte hain
na angaro se darte hain
mohabbat karne wale
kab sitam gaaro se darte hai
hum to haste hue ulfat pe fida hote hain
hum to haste hue ulfat pe fida hote hain
ab mohabbat ke
ab mohabat ke sanam aise ada hote hain
hum to haste hue ulfat pe fida hote hain
mohabbat mit nahi sakti zamana kya mitayega
na saho se jhuki ulfat
na saho se jhuki ulfat
zamana kya jhukayega
noke talwar pe bhi bade wafa hote hain
maut ki god me
maut ki god me bhi sajde ada hote hain
hum to haste huye
kaha kaha
kaha ho tum kahi se to mujhe aawaz di hoti
agar apna
agar apna banaya tha karte infizaai bhi
tujhe khuda ki kasam yun na chhod raho me
tujhe khuda ki kasam yun na chhod raho me
main aa gayi, main aa gayi
main aa gayi mujhe le le tu apni baaho me
tujhe khuda ki kasam le le apni baaho me
apni baaho me, apni baaho me
Comments for lyrics of song "Tujhe Majnu Ki Kasm Samne Aaja Laila (Laila Majnu Opera)"
Salah Traa on Sunday, October 04, 2015 Wah ! Wah ! Md Rafi sahab and Lata Ji, the great Giants of the industry and
nobody else. This master piece must be learned to all the singers-jokers of
these days.
Aziz Lakdim on Friday, December 11, 2015 " Majnoun Leila " est immortalisé par cette operette chantée par Mohaed
Rafi Sahab et la diva Lata Mangechekare
284Shafeeq on Friday, March 09, 2012 Thanks for sharing such a lince clip of legend Mohd. Rafi Sahab Keep it up.
nikhil sha on Sunday, August 17, 2014 we will never have singers and songs like this :(
m.djamshid djamshid on Sunday, March 08, 2015 عالی و زیبا... خاطره ئی.