|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available. |
|
Lyrics of Lamha Lamha (Duet) - लम्हा लम्हा (डुएट)lamha lamha,jaane kya hai,sahama sahama,
pooch raha hai lamha lamha, jaane kya hai
sahama sahama,pooch raha hai
khoi khoi apni manzil,rasta rasta dhoondh raha hai
khoi khoi apni manzil,rasta rasta dhoondh raha hai
sun kahati hai kya khamoshiyan,kuch hawa kare sargoshiyan,
sargoshiyanlamha-lamha jaane kya hai, jaane kya hai
sahama-sahama pooch raha hai, pooch raha hai
lamha-lamha jaane kya hai, jaane kya hai
sahama-sahama pooch raha hai, pooch raha hai
sun kahati hai kya khamoshiyan kuchh hawa kare sargoshiyan
sargoshiyan kahate hain sun,ye hasin pal
manzil humien bulati hai.
iraade jawan kam,nahi ho yahaan
humein zindagi yeh sikhati hai
manzar bada khushnuma hai,kadmon tale aasma hai
manzar bada khushnuma hai,kadmon tale aasma hai
leti hai fiza angdaaiyan,kuch hawa kare sargoshiyan,
sargoshiyan lamha-lamha jaane kya hai
sahama-sahama pooch raha hai
lamha-lamha jaane kya hai jaane kya hai
sahama-sahama pooch raha hai
aankho mein jo ankahi baatein unhe tum chupao na
dil mai hain jo wo bol do ghumshum ho kiyu muskurao na
haste gaate hain nazaare yeh waadiyan bhi pookaare
haste gaate hain nazaare yeh waadiyan bhi pookaare
jane lagi madhosiyan kuch hawa kare sargoshiyan
sargoshiyan
lamha-lamha jaane kya hai
sahama-sahama pooch raha hai, pooch raha hai
lamha-lamha jaane kya hai..jaane kya hai
sahama-sahama pooch raha hai, pooch raha hai
khoi khoi apni manzil, apni manzil
rasta rasta dhoondh raha hai,dhoondh raha hai
khoi khoi apni manzil,
rasta rasta dhoondh raha hai, dhoondh raha hai
sun kahati hai kya khamoshiyan
kuchh hawa kare sargoshiyan
sargoshiyan sargoshiyan
 Sargoshiyan |
Film cast: | Aditi Bhatia, Alok Nath, Aparna Kumar, Farida Jalal, Hasan Zaidi, Imran Khan - IV, Indraneil Sengupta, Khalid Siddiqui, Sara Khan, Shahbaz Khan, Tom Alter | Singer: | Amit Mishra, Khushboo Jain, Keshav Kumar, Mahmeet Syed | Lyricist: | Nawab Arzoo, Dr Iqbal | Music Director: | Aslam Surty | Film Director: | Imran Khan - IV, Vijay Verma | Film Producer: | Imran Khan - IV | External Links: | Sargoshiyan at IMDB Sargoshiyan at Wikipedia | Watch Full Movie: | Sargoshiyan at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|