Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Leke Pahla Pahla Pyar (Part 2) - लेके पहला पहला प्यार
leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
uski diwani hay kahu kaise ho gayi
jadugar chala gaya mai to yaha kho gayi
uski diwani hay kahu kaise ho gayi
jadugar chala gaya mai to yaha kho gayi
ho naina jab se hue char gaya dil ka karar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
o leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
o leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
tumne to dekha hoga usko sitaro
aao zara mere sang milke pukaro
tumne to dekha hoga usko sitaro
aao zara mere sang milke pukaro
ro ro hoke bekarar dhundhe tujhko mera pyar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
o leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
wah wah o leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
jabse lagaya tere pyar ka kajal
kaali kaali birha ki ratiya hai bekal
jabse lagaya tere pyar ka kajal
kaali kaali birha ki ratiya hai bekal
aaja man ke singar kare bindiya pukar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
o leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
o leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
o leke pehla pehla pyar
bhar ke aankho me khumar
jadu nagri se aaya hai koi jadugar
Comments for lyrics of song "Leke Pahla Pahla Pyar (Part 2)"
Pankaj Patel on Tuesday, June 24, 2014 ले के पहला पहला प्यार, भर के आँखों में खुमार
जादूनगरी से आया हैं, कोई जादूगर
मुखड़े पे डाले हुये, जुल्फों की बदली
चली बलखाती कहा, रुक जाओ पगली
नैनोवाली तेरे द्वार, ले के सपने हज़ार
जादूनगरी से आया हैं, कोई जादूगर
चाहे कोई चमके जी, चाहे कोई बरसे
बचना हैं मुश्किल, पिया जादूगर से
देगा ऐसा मंतर मार, आख़िर होगी तेरी हार
जादूनगरी से आया हैं, कोई जादूगर
सुन सुन बाते तेरी गोरी मुसकाई रे
आई आई देखो देखो, आई हँसी आई रे
खेलें होंठों पे बहार, निकला गुस्से से भी प्यार
जादूनगरी से आया हैं, कोई जादूगर
TheDeepakp on Friday, September 25, 2015 Film cast: Dev Anand, Waheeda Rehman, Shakeela, Kumkum, K N Singh, Sheela
Vaz
Singer: Geeta Dutt, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Asha Bhosle
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Film Director: Raj Khosla
MUSIC: O.P.NAYYAR
harish joshi on Friday, May 23, 2014 This song is my very favorite since 1965 when I was a student of 5th class
at my Home Town i.e. village Kelani, Distt. Almlra, Uttarakhand.
Hari Narayanan on Tuesday, June 11, 2013 my childhood song ---golden ---very popular ---very famousa ---lovely
---lively ---lives forever ---i like very much ---having song ---thanks for
posting
Mohammed Hossain on Tuesday, December 17, 2013 I love both Mr. Dev Annand and Shakila and i also love the music and
simplicity, I hate todays valgurity.