Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mai Tumhi Se Puchhti Hu (Female) - मैं तुम्हीं से पूछती हूँ
main tumhi se puchti hu
mujhe tumse pyar kyu hai
kabhi tum daga na doge
mujhe etbaar kyu hai
main tumhi se puchti hu
mujhe kyun pukaarti hain
ye javaan javaan fizaayen
mujhe mil gayi kahan se
ye hansin hansin adaaye
ye hansin hansin adaaye
meri zindagi pe chhai
ye nayi bahaar kyun hain
main tumhi se puchti hu
mujhe tumse pyar kyu hai
kabhi tum daga na doge
mujhe etbaar kyu hai
main tumhi se puchti hu
jo kadam utha rahi hun
wo kadam bahak raha hain
mili tumse kya nigahen
mera dil dhadak raha hain
mera dil dhadak raha hain
tumhe intjaar kyun hain
main tumhi se puchti hu
mujhe tumse pyar kyu hai
kabhi tum daga na doge
mujhe etbaar kyu hai
main tumhi se puchti hu
tum samne ho mere
main jidhar najar uthau
tumhe bhulna bhi chahu
to kabhi na bhul pau
to kabhi na bhul pau
mere dil pe haye itna
tumhe ikhtiyar kyu hu
main tumhi se puchti hu
mujhe tumse pyar kyu hai
kabhi tum daga na doge
mujhe etbaar kyu hai
main tumhi se puchti hu
Comments for lyrics of song "Mai Tumhi Se Puchhti Hu (Female)"
Rmehtacpa on Saturday, May 22, 2010 This brief slow version beats the original version by 100 times
Jagjit Singh Ishar on Monday, January 26, 2015 One of the best composition of N Dutta,& also of the lata ji. Very well
picturised on Balraj Sahni & Minoo Mumtaz who had a good feel of attraction
& affection for Balraj.
Srivastava Rakesh on Saturday, November 12, 2011 Although it was a ` C` grade movie, this song filmed on Balraj Sahni and
Minoo Mumtaz with superb music by N.Dutta has made the movie memorable.
gana premi on Monday, July 06, 2015 Lata is sweeter than sugar. Sunne walon dhyan rakho, kahin diabetes na ho
jaye.
Khalid “zafar” Muzaffar on Thursday, September 03, 2015 Minno Mumtaz (Sister of legendary comedian Mehmmod ) and Late Balraj Sahni