Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Main Diwaanaa, Maano Maano Yaa Na Maano - मैं दीवाना, मानो मानो या ना मानो
mai diwana dil diwana tu diwani ya ya
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
mai diwana dil diwana tu diwani ya ya
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
har mod pe dil se dil kaise takara gaya
samajho to qismat ka aakhir ishaara hai kya
har mod pe dil se dil kaise takara gaya
samajho to qismat ka aakhir ishaara hai kya
do dilo ki dosti ye
do dilo ki dosti ye hai puraani ya ya
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
surat ye aankho se dil me utarati gayi
baato hi baato me ye baat badhati gayi
aji surat ye aankho se dil me utarati gayi
baato hi baato me ye baat badhati gayi
be-iraada ban gayi hai
be-iraada ban gayi hai kya kahaani ya ya
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
jaan-e-tamannaa mere dil ko pahachaan lo
behatar yahi hai ke saathi mujhe maan lo
jaan-e-tamannaa mere dil ko pahachaan lo
behatar yahi hai ke saathi mujhe maan lo
dil mile to jhum jaaye
dil mile to jhum jaaye zidagaani ya ya
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
mai diwana dil diwana tu diwani ya ya
maano maano ya na maano meri jaan
mere jaisa dil jawaan hoga koyi na yaha
Comments for lyrics of song "Main Diwaanaa, Maano Maano Yaa Na Maano"
PARAG MITRA on Thursday, April 14, 2011 Very fast paced violins, distorted Guitar sound, Sax , flute, keyboards and
various percussion does the trick of creating an entertaining romantic song
with some unparalleled and flamboyant sing by Kishore Kumar. Mano ya na
Mano meri Jann RD Burman aur Kishore jaisa koi dil jawan hoga na is jahan
mein... aisa hi lagta hai...
Gingin pedro on Sunday, November 02, 2008 the car stops in front of a building with lots of windows and when he
kickstarts the car it is in front of a wall with the slogan "fight rail
fare hike". Some kick! Great song all the same! thanks for posting!
harshid4india on Monday, May 11, 2009 i think that big b would have been much better on this song..thats so
typical of him..songs like this..he would have been awesome.
Gingin pedro on Sunday, November 02, 2008 fight rail fare-hike! NBS Great! this must be a political movie!
vimalwalker on Saturday, August 02, 2008 kishore in his prime with rd burman . What a voice.