Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Sharmila Tagore - sharmila_tagore_020.jpg
Sharmila Tagore

Ishq Khuda Hai  - Unreleased
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
2.50 - 2 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 2.50
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Main Fakir Ishq Mera - दिन रात दा चेता नहीं सानु, हो असी दुनिया पुल गया

din raat da cheta nahi saanu, ho assi saari duniya bhul gaya
o teriya yaadaan de vich hire ni, assi kakkha vaangu rul gaye ha
assi kakkha vaangu rul gaye ha
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

main fakir ishq mera, main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

duniya ki kya jururat mujhe yaar ka nasha hai
manzil use mili hai jo ishq mein mita hain
marne se pehle koyi, marne se pehle koyi duniya mein kya jiya hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

jade sache aashiq hunde ne woh mast kalandar hunde ne
rab hula de andar hunda hai, woh rab de andar hunde ne allaah
dono jahaan mein mere ghum ki dawa nahi hai o o o
dhaaye sitan jamaana koyi saja nahi hai
woh hai khuda jahaan ka
woh hai khuda jahaan ka mera khuda nahi hai
jo yaar se mila de woh hi mera khuda hai
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

bhagwaan tune mujhse badla liya hai aisa
chhina o yaar mera lagta tha tere jaisa
abb toh mujhe bata de, ab toh mujhe bata de insaaf hai yeh kaisa
mandir se tere mujhako bas jeher hi mila hai
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai

meri dhadkano ke ghar mein hai yaar ka ujaala
yeh charaag aandhiyon se abb nahi hai bujhane waala
meri dhadkano ke ghar mein hai yaar ka ujaala
yeh charaag aandhiyon se abb nahi hai bujhane waala
yeh ruh ka hai bandhan
yeh ruh ka hai bandhan janmon ka silsila hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
mera sanam nahi toh saara jahaan kya hai
ishq aag hai ishq nasha hai
ishq dard hai ishq dawa hai
ishq hai mandir ishq hai masjid
ishq duwa hai ishq khuda hai
ishq ishq ishq ishq ishq ishq
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
main fakir ishq mera bas ishq hi khuda hai
bas ishq hi khuda hai, bas ishq hi khuda hai


lyrics of song Main Fakir Ishq Mera

Comments for lyrics of song "Main Fakir Ishq Mera"
Vikram Singh on Tuesday, July 23, 2013
I realy like this song




You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Mera Suhag (1987)
Mera Suhag (1987)
Trishul (1978)
Trishul (1978)
Bees Saal Baad (1962)
Bees Saal Baad (1962)
Shalimar (1978)
Shalimar (1978)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy