Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Main Tumhare Bachche Ki Maa Banne Wali Hoon - मैं तुम्हारे बच्चे की मा बनने वाली हूँ
pappa kaan dena, mummy zara tu sunn na, pappa kaan dena, mummy zara tu sunn na.
m se hogi munni ya, m se hoga munna, cake abhi bake ho gaye, tamhro remake ho gaye.
muft ki nanad hoon, mehngi wali saali hoon, main tumhare bacche ki, maa banne wali hoon, ho o main tumhare bacche ki, maa banne wali hoon.
oh oh oh
pehle mahine ki baat bataun, jee ghabrata main jo bhi khau.
dooje mahine mein hua akad bakad, main uthke baithi to aaya chakkar.
chhathe maah mein to baat badh gayi, main hasi to andar se laat pad gayi.
ek haath se jo baje main wo taali hoon, main tumhare bacche ki maa banne wali hoon.
ho o main tumhare bacche ki, maa banne wali hoonhoon haan, main tumhare.