Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mana Teri Nazar Mein Tera Pyar Hum Nahi - माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं
mana teri nazar me tera pyar hum nahi
mana teri nazar me tera pyar hum nahi
kaise kahe ke tere
kaise kahe ke tere talabgar hum nahi
mana teri nazar me
tan ko jalake rakh banaya, bichha diya
tan ko jalake rakh banaya, bichha diya
lo ab tumhari raah me deewar hum nahi
lo ab tumhari raah me deewar hum nahi
mana teri nazar me
jisko nikhara humne tamanna ke khunse
jisko nikhara humne tamanna ke khunse
gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi
gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi
mana teri nazar me
dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par
dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par
ye kis tarah kahe ke gunhegar hum nahi
mana teri nazar me tera pyar hum nahi
kaise kahe ke tere
kaise kahe ke tere talabgar hum nahi
mana teri nazar me
Comments for lyrics of song "Mana Teri Nazar Mein Tera Pyar Hum Nahi"
zoraom on Tuesday, January 27, 2009 please english translation ... is this lyrics? Maana teri nazar mein tera
pyaar hum nahi, Kaise kahe ki tere talabdaar hum nahi, Khud ko jala ke khak
kar daala,mita diya, Lo AB tumhari raah mein diwar hum nahi. Jis ko sawara
humne tamannao ke khoon se, Gulshan mein uss bahar ke haqdar hum nahi,
Dhoka diya hai khud ko mahobbat ke naam se Kese kahe ki gunehgar hum nahi
!!!
aramuskguy on Monday, October 26, 2009 It is Sulakshana Pandit. A highly talented singer with a magical voice of
her own. What a wasted singing talent. Our music directors/producers were
absolutely tasteless (and heartless) to have Lata/Asha give playback for
Sulakshana the actress. Not just that, Sulakshana would also have made a
very good playback singer herself. Pity!!!
Mushtaq Qureshi on Saturday, June 14, 2014 No words to applaud, the song itself show that I am unique,that is the
spirit of Naqshlal puri saheb & Khayyam saheb,selecting Sulakshna Pandit
for this song also a great job,she sang so powerful.
' GULSHAN MEIN US BAHAR KE HAQDAR HUM NAHIN".
Thanx for upload.
Ali Mehmood on Monday, October 13, 2008 Song by Naqsh LayllPuri; Singer; Salakhshana Pandit: Music: Khayyam; Film:
Orginally sung for Khandaan[1979] but used for Ahista Ahista [1981]; A
beautiful evergreen song
startrack111 on Saturday, July 18, 2009 beautiful lyrics..full of emotions...wonderful music.meliflous voice.dedicated to all those who cheated there spouse.god bless their souls