Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mangal Mangal, Jage Nagar Sare Jage Hain Ghar Sare - मंगल मंगल, जगे नगर सारे जगे हैं घर सारे
mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho
mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho
jage nagar sare jage hain ghar sare jaga hain ab har gaon
jagi hain bagiya to jage hain ped aur jagi hain pedo ki chhanv
mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho
mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho
jo aakash par lali hain chha gai kabhi pehle hamne dekhi na thi
jo hain jwala sino me dehki hui kabhi pehle hamne dekhi na thi
jo janjir me aai hain tharthari kabhi pehle hamne dekhi na thi
rang hi aur hain badla har taur hain jane hona hain kya
udd rahi hain yaha kitni chingariya jane hona hain kya
jage nagar sare jage hain ghar sare jaga hain ab har gaon
jagi hain bagiya to jage hain ped aur jagi hain pedo ki chhanv
mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho
mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho
aag aaisi lagi hain dilo me na bujhegi kisi ke bujhay
mann ki agni hain aankho se jhalki sir nahi jhukte hain abb jhukay
ab to bigade hain tevar sabhi ke nikle sab apne ghar ko jalaye
wo jo aandhi ke jaise uthe hain na dabenge kisike dabay
khayi saugandh hain yeh sabhi ne abb gulami ko denge mitay
mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho
mangal mangal mangal mangal mangal mangal ho
Comments for lyrics of song "Mangal Mangal, Jage Nagar Sare Jage Hain Ghar Sare"
MrSeekerofjustice on Friday, March 11, 2011 I have to say. India is a great civilization, if not the greatest civilization in the history of mankind!
beautynsongs on Saturday, October 16, 2010 This song is so ... neethisinghamgobalasingham!!!!