Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mann Qunto Maula - मन कुन्तो मौला
ya maula..maula, maula anjaam se chahat ki,
anjaam se chahat ki, ye anjaan hai maula
ya maula..maula, maula
anjaam se chahat ki, ye anjaan hai maula
ye ishq ashq aashiqui nadaan hai maula
yaar ki ek deed pe, qurbaan hai maula
o nigaah-e-karam maula
mann quanto maula, mann quanto maula
khwaaja ali un maula
mann quanto maula, mann quanto maula
alif allah, saqat allah noor allah, faqat allah
alif allah, saqat allah noor allah, faqat allah
zameen se uthaaye, falak pe bithaaye
aisi shaan-e-karam maula
mann quanto maula, mann quanto maula
khwaaja ali un maula
mann quanto maula, mann quanto maula
maula raa , aa keh raha
lab pe aaye, dil mein toofaan
raa aa keh raha
lab pe aaye, dil mein toofaan
meri hasti mita de, yaar se la mila de
ab khuda ki kasam maula
mann quanto maula, mann quanto maula
jab teri shaan e kareebi pe nazar jaati hai
zindagi kitne madahil se guzar jaati hai
basabab mujhko diye jaata hai dene waala
maangta bhi nahi jholi meri bhar jaati hai
teri shaan nirali hai maula teri shaan nirali hai maula
teri shaan nirali hai maula mera yaar mila de ya maula
chaahe asti mita de ya maula mera yaar mila de ya maula
mann quanto maula, mann quanto maula
mann quanto maula, mann quanto maula
mann quanto maula.
Comments for lyrics of song "Mann Qunto Maula"
mir murad on Monday, December 07, 2015 awesome lyrics and soulful composition
AFTABALAM RJ SIDDIQUI on Monday, May 11, 2015 behad khubsoorat songs barkha
priya gogna on Tuesday, June 09, 2015 I can't stop listening to it
Ankita Mahadik on Wednesday, May 06, 2015 Song keeps you engrossed.
aqib ibrahim on Friday, November 13, 2015 teri shan nirali hai MOLA