Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mar Jayenge Chahne Wale Tere - मर जायेंगे चाहने वाले तेरे
mar jayenge chahne vale tere
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
hum ne to kabhi socha hi nahi
hum ne to kabhi socha hi nahi
anjam hamara kya hoga
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
mere humdum yaha o mere humdum yaha
do dilo ki juban lakh samjhau koi samjhta nahi
ishk hai agar khata o ishk hai agar khata
jurm hai agar vafa to bhala kon ye jurm karta nahi
ye khata hamne ki han vafa hamne ki
dede saja ham sajavar hai
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
mere khwabo me to mere khwabo me to
roj aate the tum aaj kismat se didar bhi ho gaya
aaj hai samne o aaj hai samne
fir se jalva vohi jo dekha ke jhalk kahi kho gaya
ab to nikle sanam tere kadmo me dam
is hasin maut ke hum talabgar hai
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
hum ne to kabhi socha hi nahi
hum ne to kabhi socha hi nahi
anjam hamara kya hoga
mar jayenge chahne vale tere
par ishk to rusva na hoga
mar jayenge chahne vale tere
Comments for lyrics of song "Mar Jayenge Chahne Wale Tere"
TheDeepakp on Monday, September 16, 2013 Film: Jang aur Aman - 1968. Cast: Dara Singh Randhawa, Mumtaz, Jayant,
Murad, Nadira, Rajan Haksar, Mohan Choti Singer: Asha Bhosle, Suman
Kalyanpur, Krishna Kalle, Pathare Lyricist: Anjaan, Hasrat Jaipuri, Prem
Dhawan Music Director: G.S. Kohli Film Director: Nanubhai Bhatt