Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mati Ke Pher - सने हाथ माटी के खुश्बू लिए
sane hath mati ke khushbu liye
rachi dhup mathe pe bunde liye
jane kitne baju tu banho mein liye
itni rahate apni chhanv mein liye
teri basuri se chulhe jale
tu ye saj chhede to jivan chale
faslo mein baliyan hai tere kan ki
sane hath mati ke khushbu liye
rachi dhup mathe pe bunde liye
teri basuri se chulhe jale
tu ye saj chhede to jivan chale
faslo mein baliyan hai tere kan ki
kabhi dopahar mein thali tu to sanjh savali
pali rato ki aanch mein dhimi dor se bandhi
rat jago mein jot si rat jago mein jot si
tika kare tujhe hava mousam salami de raha
dhup se tu kare singar bahati chali ja tu hai dhar
jami ko swar kar jami ko swar kar
thaki hui sakho mein kai shankh hai
nili nili aasha ke kai pankh hai
aasmani kajal naino mein hai
sane hath mati ke khushbu liye
rachi dhup mathe pe bunde liye
jane kitne baju tu banho mein liye
itni rahate apni chhanv mein liye
Comments for lyrics of song "Mati Ke Pher"
Pradipta Sinha on Sunday, May 29, 2011 A brilliant HIV awareness campaign in a different style ... A perfect
musical lesion ..
Pradipta Sinha on Sunday, May 29, 2011 nICE... lovely.