Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mausam Hai Baharon Ka Ha Phulo Ko Khilna Hai - मौसम है बहारों का हाए फूलों को खिलना है
mosam hai baharo ka haye phulo ko khilna
hai ho chal jaldi chal gadiye ni gadiye
jaldi chal gadiye, mainu yaar se milna hai
ye mast hawa, oo ho
ye mast hawa pi ka sandesha layi hai, o ki sandesha layi hai
is rut me juda hona o juda hona
is rut me juda hona rut ki ruswayi hai
ud ja kawa keh de jake sajana nu chhad ke nokari
aaja vapas vatana nu ke adaiya soniya, ni soniya
chhad ke nokari aaj aaja vapas vatana nu
vatana nu, vatana nu, vatana nu, oo ho haye
dekha nahi gori ka mukh ek mahine se
ho dekha nahi gori ka mukh ek mahine se
ho mar jana behtar hai, pardesh me jine se
kyun dur ho kyun dur chale aaye
kyun dur chale aaye sawan ke jhulo se
ho ye phul hai kanto se wo kante phulo se
hoye bhangda pa le sathi o jhata aayi baishakhi
bhangada pa le sathi o jhata aayi baishakhi
o nach le, o nach le, o hans le
o ga le, fur hoye hadipa, hadipa, hadipa, hadipa
mosam hai baharo ka haye phulo ko khilna hai
ho chal, jaladi chal gadiye ni gadiye
jaladi chal gadiye, mainu yaar se milna hai
oye manu yaar se milana hai, oye mainu yaar se milna hai
oye manu yaar se milana hai, oye mainu yaar se milna hai
Comments for lyrics of song "Mausam Hai Baharon Ka Ha Phulo Ko Khilna Hai"
Dr.S. S. Mishra Mishra on Sunday, August 22, 2010 A lovely song
Oh Mausam Hai Bahaaron Ka Phoolon Ka Khilna Hai - Film : Mere Humsafar (1970); Labella Films, Mumbai, Film Director: Dulal Guha, Music Director : Kalyanji Aanandji, Lyrics: Aanand Bakshi, Singers : Balbir, Mahendra Kapoor and chorus