Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Meghaa Re Meghaa Re Mat Paradesh Jaa Re - मेघा रे मेघा रे मत परदेश जा रे
meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mat parades jaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mat parades jaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mat parades jaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
kahaan se tu aayaa kahaan jaayega tu
ke dil ki agan se pighal jaayega tu
dhuaan ban gayi hai khyaalo ki mahfil
mere pyaar ki jaane kahaan hogi manzil
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
mere gam ki tu davaa re, davaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
barasane lagi hai bunde tarasne lagaa hai man
ho, zaraa koi bijali chamaki larazne lagaa hai man
aur na daraa tu mujhko o kaale kaale ghan
mere tan ko chhu rahi hai prit ki pahali pavan
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
meri sun le sadaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
man kaa mayuraa aaj magan ho rahaa hai
mujhe aaj ye kyaa sajan ho rahaa hai
umango kaa saagar umadne lagaa hai
baabul kaa aangan bichhadne lagaa hai
na jaane kahaan se hawaa aa rahi hai
udaake ye hamko liye jaa rahi hai
ye rut bhigi-bhigi bhigone lagi hai
ke mithe se nashtar chubhone lagi hai
chalo aur duniyaa basaenge ham tum
ye janmo kaa naataa nibhaayege ham tum
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
de tu hamako duaa re
aaj tu prem kaa sadesh barsaa re
ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re
Comments for lyrics of song "Meghaa Re Meghaa Re Mat Paradesh Jaa Re"
nawabshaukat on Tuesday, April 20, 2010 Classical based composition from the famous duo LAXMIKANT PYARE LAL They both were ETRA gifted by ALMIGHTY and served the indian muzic for lot of years and will remain ALIVE till doomz day coz of their beautiful COMPOSITIONZ courtesy LATA AND SURESH 03332604292
Pankaj Patel on Saturday, September 06, 2014 मेघा रे मेघा रे - Megha Re Megha Re (Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar)
Movie/Album: प्यासा सावन (1981)
Music By: लक्ष्मीकांत प्यारेलाल
Lyrics By: संतोष आनंद
Performed By: लता मंगेशकर, सुरेश वाडेकर
मेघा रे मेघा रे, मत परदेस जा रे
आज तू प्रेम का संदेस बरसा रे
कहाँ से तू आया, कहाँ जायेगा तू
कि दिल की अगन से, पिघल जायेगा तू
धुआं बन गयी है ख्यालों की महफ़िल
मेरे प्यार की जाने, कहाँ होगी मंज़िल
मेघा रे मेघा रे
मेरे गम की, तू दवा रे
आज तू प्रेम का संदेस बरसा रे..
बरसने लगीं हैं बूँदें, तरसने लगा है मन
ज़रा कोई बिजली चमकी, नरजने लगा है मन
और ना डरा तू मुझको, ओ काले काले घन
मेरे तन को छू रही है, प्रीत की पहली की पवन
मेघा रे मेघा रे
मेरी सुन ले तू सदा रे
आज तू प्रेम का संदेस बरसा रे..
मन का मयूरा आज, मगन हो रहा है
मुझे आज ये क्या सजन हो रहा है
उमंगों का सागर उमड़ने लगा है
बाबुल का आँगन, बिछड़ने लगा है
न जाने कहाँ से , हवा आ रही है
उड़ा के ये हमको, लिए जा रही है
ये रुत भीगी भीगी भिगोने लगी है
कि मीठे से नश्तर चुभोने लगी है
चलो और दुनिया बसायेंगे हम तुम
ये जन्मों का नाता, निभाएंगे हम तुम
मेघा रे मेघा रे
दे तू हमको दुआ रे
आज तू प्रेम का संदेस बरसा रे..
goongparbat on Wednesday, October 05, 2011 Lata and Suresh Wadkar,ironically Maharashtrian Brahmins, have sung this
song very beautifully, particularly the last stanza. Regarding Moushumi,the
Bong damsel, the little said the better, about her. In this rain sequence,
one can easily see the massive bust of Moushumi. Needless to say, she was
very gifted in this department. No one could beat her in having a massive
bust as she did during her heydays. No doubt, kids later on might have
undermined this feminine attribute of hers.
nawabshaukat on Sunday, May 20, 2012 AWESOME composition by LAXMI JI They were PURELY INDIAN CLASSIC COMPOSERZ
and always stick with INDIAN CLASSICAL MUZIC and this was their SIGNATURE
Salute 2 LATA GI and SURESH ji who was TIYAAR singer and was having UNIQUE
voice 03332604292
Vivek Kushwah on Sunday, December 01, 2013 Nice great song of classical rag .Yes This is true AR Rehman and the
current casio players cannot compose a song like this in next 100
years...Period !! Hats off to Laxmikant Pyarelal one of the best composers
in Hindi film industry