Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mera Apna Aasman - मेरा अपना आसमान
rahan takta hai kahin par mera apna aasmaan
mere sehene se bado main hauslon ki bhar hawa
rahan takta hai kahin par mera apna aasmaan
mere sehene se bado main hauslon ki bhar hawa
arzi yeh sun zara kaun hai mera yahan
ek bas tere shiva jo ho teri raaza
khul jaye har gira toh ho jaaun main riha
mana ke inn aandhiyon main aaj itna jorr hai
thaam kar rakhi hai maine aas ki yeh door hai
raat hai lambi ghani par mujhko itna hai yakin
hai khadi mere liye use chod bar ik bhadi hai
karde roshan rahan meri phir se bhar yun main udan
dikha tu aasmaan kaun hai mera yahan
ek bas tre shiva toh ho teri rajaa
khulli jaye har gira toh ho jaaun main riha
chaldi main chaldi rab me
rukti na main thaamti na main
oh rukdi na rukdi na main
chaldi main chaldi rab me rukti na main thaamti na main
oh vhale pehre hatalo aab mujhe rukna nahin
jab talak manzil na paaun mujhko yun thakna nahin
har parinda sunke kehde har parinda sunke kehde
meri iz parwazi ko aaj tufaano ke
aab mujhe jhukna nahin
dhadkane aur saans meri tere daam se hai rawan
arzi yeh sun zara kaun hai mera yahan
ek bas tere shiva jo ho teri raaza
khulli jaye har gira toh ho jaaun main riha