Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mere Dil Se Dillagi Na Kar - मेरे दिल से दिल्लगी ना कर
mere dil se dillagi na kar, mere dil se dillagi na kar
dil dhadak gaya to kya hoga, dil dhadak gaya to kya hoga
halka sa bich me parda hai, halka sa bich me parda hai
halka sa bich me parda hai
ye sarak gaya to kya hoga, ye sarak gaya to kya hoga
mere dil se dillagi na kar, mere dil se dillagi na kar
man paapi hai, tan ghayl hai tham tham ke chal pag payel hai
man paapi hai, tan ghayl hai tham tham ke chal pag payle hai
teri payle ka koi ghugru, teri payle ka koi ghugru
jo chhanak gaya to kya hoga, jo chhanak gaya to kya hoga
mere dil se dillagi na kar, mere dil se dillagi na kar
mat chhde tu hum diwano ko hum chhed na de armano ko
mat chhde tu hum diwano ko hum chhed na de armano ko
dil shisha hai, dil guncha hai, dil shisha hai, dil guncha hai
ye chatke gaya to kya hoga, ye chatke gaya to kya hoga
mere dil se dillagi na kar, mere dil se dillagi na kar
teri aakho ke kajal se lagta hai mujhe dar badal se
teri aakho ke kajal se lagta hai mujhe dar badal se
badal me bijali ka shola, badal me bijali ka shola
jo chamak gaya to kya hoga, jo chamak gaya to kya hoga
mere dil se dillagi na kar, mere dil se dillagi na kar
aasan na kar mushkil meri, hai dur abhi manjil meri
aasan na kar mushkil meri, hai dur abhi manjil meri
apne raste se ye rahi, apne raste se ye rahi
jo bhatak gaya to kya hoga, jo bhatak gaya to kya hoga
mere dil se dillagi na kar, mere dil se dillagi na kar
mere dil se dillagi na kar
dil dhadak gaya to kya hoga, dil dhadak gaya to kya hoga
mere dil se dillagi na kar, mere dil se dillagi na kar
Comments for lyrics of song "Mere Dil Se Dillagi Na Kar"
skhanoka on Friday, July 01, 2011 mere dil se dil lagi na kar,dil dhark gaia to kaia ho ga,halka sa beech me parda he,ye srk gaia to kaia ho ga,man papi he tan ghayel he,tham tham ke chal pag payel he,teri payel ka koi ghungru jo chanak gaia to kaia ho ga,teri aankhon ke kajal se,lagta he mujhe dar badal se,badal me bijli ka shola jo chamak gaia to kaia ho ga,mat cher tu hm diwano ko,hm cher na de n na armano ko,dil sheesha he dil ghuncha he,ye chattakh gaia to kaia ho ga,,,../;'/
Sumit Kumar on Friday, December 24, 2010 i love this song radha sang nirmal upadhyay