Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Vyjayanthimala - vyjayanthimala_014.jpg
Vyjayanthimala

Satrangee
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Qawwalis
Video of the song from youtube Advertisements
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=XpZszSeYjQU

https://www.youtube.com/watch?v=DIFH9sll8ag

https://www.youtube.com/watch?v=pDXOIIj4a4Y


Average Rating : 3.50
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Mere Khwaja Meri Zindagee - रहमतों का दीया जगमगाने लगा

rahmato ka deeya jagmagane laga
mere khwabo me ajmer aane laga
rahmato ka deeya jagmagane laga
mere khwabo me ajmer aane laga
mere saanso ki har ek ladi ban gaye
mere saanso ki har ek ladi ban gaye
ho mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye

unke dum se hai mere chaman me bahar
unke dum se hai mere chaman me bahar
wo ibadat hai meri, meri bandgi
wo ibadat hai meri, meri bandgi
meri saanso me shamil hai unka karam
meri saanso me shamil hai unka karam
mere khwaza piya hai meri zindagi
o mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye

mere chehre pe hai naam unka likha
mere chehre pe hai naam unka likha
kar lo andaza hontho ki muskan se
kar lo andaza hontho ki muskan se
koi unke siwa accha lagta nahi
koi unke siwa accha lagta nahi
chahti hu main khwaza ko ji jaan se
mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye

naaz hai isliye apni taqdeer par
naaz hai isliye apni taqdeer par
har ghadi mere khwaza mere sang hai
har ghadi mere khwaza mere sang hai
meri nas nas me jisti mahak bas gayi
o meri nas nas me jisti mahak bas gayi
meri saanso me ajmer ka rang hai
mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye

mujhpe khwaza piya ka karam khaas hai
mujhpe khwaza piya ka karam khaas hai
unke roje se banti hai kismat meri
unke roje se banti hai kismat meri
deke sadka mujhe sarware din ka
deke sadka mujhe sarware din ka
puri karte hai khwaza jarurat meri
o mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye

lab khule bhi nahi jholi bharne lagi
lab khule bhi nahi jholi bharne lagi
kya kahu aapne kya diya hai mujhe
kya kahu aapne kya diya hai mujhe
aaj jo kuch bhi hai meri taqdeer me
aaj jo kuch bhi hai meri taqdeer me
mere khwaza se sab kuch mila hai mujhe
o mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye

kashti-e-din ke rahnuma mil gaye
kashti-e-din ke rahnuma mil gaye
oliyao ke sab oliya mil gaye
oliyao ke sab oliya mil gaye
unki nisbat se daman mera bhar gaya
unki nisbat se daman mera bhar gaya
mujhko kismat se khwaza piya mil gaye
o mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye

nur se jagmagane laga mera ghar
nur se jagmagane laga mera ghar
mere daman me rahmat ki kaliya khili
mere daman me rahmat ki kaliya khili
unke aane se islaam roshan hua
unke aane se islaam roshan hua
daulate din khwaza se mujhko mili
mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye

unki jaate mukdas pe imaan hai
unki jaate mukdas pe imaan hai
meri hasrat hai wo mera arman hai
meri hasrat hai wo mera arman hai
mere dil me nasim ab wo rahne lage
mere dil me nasim ab wo rahne lage
mere khwaza mera dil, meri jaan hai
mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere saanso ki har ek ladi ban gaye
mere saanso ki har ek ladi ban gaye
ho mere khwaza, mere khwaza
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye
mere khwaza meri zindagi ban gaye


lyrics of song Mere Khwaja Meri Zindagee



Singer: Shujaat Khan, Pakha Singers
Lyricist: Azaan Khan, Traditional, Ustad Vilayat Khan
Music Director: Azaan Khan, Traditional, Ustad Vilayat Khan

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Maryada (1971)
Maryada (1971)
Zehreela Insaan (1974)
Zehreela Insaan (1974)
Dulari (1949)
Dulari (1949)
Woh Kaun Thi (1964)
Woh Kaun Thi (1964)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy