|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Meri Khushiyo Ke Savere Ki Kabhi Sham Na Ho - मेरी खुशियों के सवेरे की कभी शाम ना होmere khushiyo ke savere ki kabhi sham na ho
sham na ho, hoye kabhi sham na ho
mere mit jane ki koshish
kabhi nakam na ho
nakam na ho, hoye kabhi sham na ho
sun bhi le waqt ki aawaz
sun bhi le waqt ki aawaz
badwaqti aye dil
aye badwaqti aye dil
khusnasibi ki taraf se koi paigam na ho
paigam na ho, hoye
kabhi sham na ho
meri khushiyo ke savere ki
kabhi sham na ho
janke pahle bhala kyu tera arman nikle
tera arman nikle
kya tera kam tu ho jaye mera kaam na ho
mera kaam na ho, hoye
kabhi sham na ho
meri khushyio ke savere ki
kabhi sham na ho
uff na kar aah na bhar
uff na kar aah na bhar
dard se aansu na baha
dard se aansu na baha
dekh duniya me
dekh duniya me mohabbat kahi badnam na ho
badnam na ho, hoye
kabhi sham na ho
meri khushyio ke savere ki
kabhi sham na ho
sham na ho
mere mit jane ki koshis
kabhi nakam na ho
o sham na ho
|
Comments for lyrics of song "Meri Khushiyo Ke Savere Ki Kabhi Sham Na Ho" |
|
TheDeepakp on Thursday, September 03, 2015 FILM: "APNA DESH" = 1949.
Film cast: Umesh Sharma, Pushpa Sharma, Sudha Apte, Satish Vyas, Chandra
Shekhar
Singer: Manmohan Krishna, Umesh Sharma, Pushpa Hans, Purushottam
Lyricist: Deewan Sharar, Mirza Ghalib
Music Director: Purushottam
Film Director: V Shantaram
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|