Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Meri Nazar Se Na Ho Dur - कल तक आशना थे मगर आज गैर हो
kal tak aashana the magar aaj gair ho
kal tak to aashana the magar aaj gair ho
do din me ye mizaaz hai aage gair ho
meri najar se na ho door
meri najar se na ho door ek pal ke liye
meri najar meri najar meri najar najar meri najar
meri najar se na ho door ek pal ke liye
tera wajood hai laajim meri gajal ke liye
meri najar se na ho door ek pal ke liye
kaha se dhoondh ke laau chirag se wo badan
kaha se dhoondh ke laau laau kaha se dhoondh ke laau
dhoondh ke laau kaha se dhoondh ke laau kaha se dhoondh ke
laau laau laau kaha se dhoondh ke laau
kaha se dhoondh ke laau chirag se wo badan
taras gayi hai nigaahe kawal kawal ke liye
taras gayi hai nigaahe kawal kawal ke liye
ye kaisa tujurba mujhko hua hai
aaj ki raat ye kaisa tujurba mujhko
ye kaisa tujurba mujhko hua hai aaj ki raat
bacha ke dhadkane rakh li maine kal ke liye
bacha ke dhadkane rakh li maine kal ke liye
sada jiye ye mera shahar bemisaal jaha
sada jiye sada jiye sada jiye
ye mera shahar bemisaal jaha
hazaar jhopde girte hai ek mahal ke liye
hazaar jhopde girte hai ek mahal ke liye
katil jakhm sahu aur muskurata rahu muskurata rahu
katil jakhm sahu jakhm sahu jakhm sahu jakhm sahu
katil jakhm sahu aur muskurata rahu
bane hai daayre kya kya mere amal ke liye
bane hai daayre kya kya mere amal ke liye
tera wajood hai laajim meri gajal ke liye
meri najar se na ho door
meri najar se na ho door ek pal ke liye