Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mohabbat Kacchhe Ghade Pe Sawar - जिन्दा रहियें इस तरह, मौत दे जिसकी दाद
jinda rahiye is tarah, maut se jiski daad
aur agar mar jayiye kare zamana yaad
duniya jis par jaan de
haad maans aur chaam
meri sari sanpatti bas ek tere naam
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
chali hai dariya karne paar
sangi na saathi, ghoda na haathi
bas ek preetam ka pyar
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
chali hai dariya karne paar
sangi na saathi, ghoda na haathi
bas ek preetam ka pyar
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
kacche ghade si kacchi jawani
lahro pe likhe apni kahani
kacche ghade si kacchi jawani
lahro pe likhe apni kahani
pyaso ki apni reet alag hai
dariya ki apni rasme purani
gote lagaye tut fut jaye
maane na maujo se haar
mohabbat, mohabbat
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
pran rahe ya na rahe
haar mile ya jeet
diya vachan mat todiye
yahi ishq ki reet
kaale bhanwar hai, raina hai kaali
saanpo ke ghere me chandan ki daali
kaale bhanwar hai, raina hai kaali
saanpo ke ghere me chandan ki daali
dubi to sip ke sine me moti
ubhri to hath pe mehndi ki laali
khone ko kya dhan, maati ka ik tan
pane ko sab sansar
mohabbat, mohabbat
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
mehandi daali par uge, rahe bagiche sang
patthar par jab pise tab hi dikhaye rang
mehandi aisi rach saki aaj hatheli thaam
laal lakire jab mile ubhre pe ka naam
aage bhi dhaare, pichhe hi dhaare
jeene marna, saanjh sakare
aage bhi dhaare, pichhe hi dhaare
jeene marna, saanjh sakare
moti chuno ya ret uthao
is dariya ke do hi kinare
pritam ka dera ujla savera
ye phir chita ye majar
mohabbat, mohabbat
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
chali hai dariya karne paar
sangi na saathi, ghoda na haathi
bas ek preetam ka pyar
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
mohabbat kacche ghade pe sawar
Comments for lyrics of song "Mohabbat Kacchhe Ghade Pe Sawar"
MEHK143 on Saturday, February 19, 2011 mahmahli jis ki hi awaz use kehte hein pankaj udhas >>>
PuraniYaadein on Sunday, October 09, 2011 Thank you All