Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Nazar Se Phul Chunti Hai Nazar, Mohabbat Rang Lati Hai Magar Aahista Aahista - नज़र से फूल चुनती है नज़र मोहब्बत रंग लाती है मगर आहिस्ता आहिस्ता
nazar se phul chunti hai nazar
nazar se phul chunti hai nazar
aahista aahista, aahista aahista
mohabbat rang lati hai magar
mohabbat rang lati hai magar
aahista aahista, aahista aahista
duaye de rahe hai ped mausam jogiya sahel
tumhara sath hai jab se har ek manzar naya sa hai
duaye de rahe hai pedh mausam jogiya sahel
tumhara sath hai jab se har ek manzar naya sa hai
hasi lagne lagi har rahguzar
hasi lagne lagi har rahguzar
aahista aahista, aahista aahista
mohabbat rang lati hai magar
mohabbat rang lati hai magar
aahista aahista, aahista aahista
bahut achchhe ho tum bahut achchhe ho tum
phir bhi hume tumse haya kyun hai
tumhi bolo humare darmiya ye fasla kyun hai
bahut achchhe ho tum
phir bhi hume tumse haya kyun hai
tumhi bolo humare darmiya ye fasla kyun hai
maja jab hai ki taiy ho ye safar
maja jab hai ki taiy ho ye safar
aahista aahista, aahista aahista
mohabbat rang lati hai magar
mohabbat rang lati hai magar
aahista aahista, aahista aahista
humesha se akele pan me koi muskurata hai
ye rishta pyar ka hai aasma se banke aata hai
humesha se akele pan me koi muskurata hai
ye rishta pyar ka hai aasma se banke aata hai
magar hoti hai dil ko ye khabar
magar hoti hai dil ko ye khabar
aahista aahista, aahista aahista
mohabbat rang lati hai magar
mohabbat rang lati hai magar
aahista aahista, aahista aahista
nazar se phul chunti hai nazar
nazar se phul chunti hai nazar
aahista aahista, aahista aahista
mohabbat rang lati hai magar
mohabbat rang lati hai magar
aahista aahista, aahista aahista
Comments for lyrics of song "Nazar Se Phul Chunti Hai Nazar, Mohabbat Rang Lati Hai Magar Aahista Aahista"
amuzikfan4ever on Saturday, December 04, 2010 I loved it so much! She is so pretty! Kunal is so hot! I wish I was back
then so I could marry him, and I would with no regrets! The way they sing
just hit my heart especially when Kunal says nazal. The movie runs in my
head without looking at the screen. When I saw Padmini now I grew tears.
Years has past and we all grew older. All my years I imagine them forever
young, and in my heart they'll always be. So sad youth youth can never last
forever. I wish I had the movie in Hmong Dubb.
rafie282000 on Monday, March 25, 2013 Anwar Hussain singer. In 1977, comedian Mehmood and music director Rajesh
Roshan hired Anwar to sing for Film Janta Hawaldar.. Very few people know
that Anwar is step brother of Arshad Warsi
FSAYED04 on Friday, January 14, 2011 I am thinking the singer is Anwar... He sounds very close to Rafi Saab. Excellent song but a very sad movie. This movie has great melodious songs.
umadfr on Saturday, September 18, 2010 Very nice songs, lyrics and scenery. I think its a song by great Asha
Bhosle and Anwar. thanks for sharing.
aun tyagi on Thursday, November 11, 2010 love dis song...z smbdy dedicated dis 2 me.vry romntic ..sweet ...n vry
pure song.lvd it...thnx