|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Mohammed Shah Rangile - मोहम्मद शाह रंगीले mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
agar nikal ke teri galim se kahi chaliye
aa agar nikal ke teri galim se kahi chaliye
to bar bar ye kehta hai dil wahi chaliye
isiliye to ye maifil sjaye baithe hai
isiliye to ye maifil sjaye baithe hai
ke hum chirag nahi dil jalaye baithe hai
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
ye bat kya hai ki dil jab se teri chah me hai
ye bat kya hai ki dil jab se teri chah me hai
kahi wo rang nahi jo teri nigaha me hai
aa meri najar me nahi ktla khu ke afsane
meri najar me nahi ktla khu ke afsane
chhlak rahe hai yaha rang hu ke paimane
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
idhar na dekhoge kab tak sajan kaho to sahi
aa idhar na dekhoge kab tak sajan kaho to sahi
lagi hui hai ye kiski lagan kaho to sahi
mai dundta hu vo ek geet jindagi ke liye
mai dundta hu vo ek geet jindagi ke liye
ke jindgi bane sangeet aadmi ke liye
mohammed shah rangile mohammed shah rangile
sajna tum bin mai kya ab din ratiya kachu na suha
mohammed shah rangile
|
Comments for lyrics of song "Mohammed Shah Rangile" |
|
Indu Puri on Friday, August 30, 2013 meri nazar mein nahin qatl o khoon ke afsaane chhalak rate hain yahaan rang
o boo ke paimaane aaa aaa aaa Muhammad Shah rangeeley re sajna tum bin main
ka ab din ratiyaan kachhu na suhaawe Muhammad Shah rangeeley idhar na
dekhoge kab tak sajan kaho to sahee aaa idhar na dekhoge kab tak sajan kaho
to sahee lagi huyi hai ye kiski lagan kaho to sahee aaa main dhoondhta hoon
wo ek geet zindagi ke liye main dhoondhta hoon wo ek geet zindagi ke liye
ke zindagi bane sangeet aadmi ke liye
Indu Puri on Saturday, June 01, 2013 Muhammad Shah rangeeley re sajna tum bin main ka ab din ratiyaan kachhu na
suhaawe agar nikal ke teri bazm se kahin chaliye to baar baar ye kehta hai
dil wahin chaliye isi liye to ye mehfil sajaaye baithhe hain ke ham charaag
nahin dil jalaaye baithhe hain ye baat kyaa hai ki dil jab se teri chaah
mein hai kahin wo rang nahin jo teri niagaah mein hai aa meri nazar mein
nahin qatl o khoon ke afsaane meri nazar mein nahin qatl o khoon ke afsaane
chhalak rate hain yahaan
Indu Puri on Saturday, June 01, 2013 bahut hi pyara aur madhur geet. mujhe bahut psnd hai. majrooh sahb ke geet
aur S N tripathi ji ka music..kamaaaal
gopal sinha on Friday, January 02, 2015 त्रिपाठी जी की एक और सुमधुर रचना !
|
Jab Se Tumhe Dekha Hai |
Film cast: | Pradeep Kumar, Geeta Bali, Agha, Shammi Kapoor, Vijayalaxmi, Dulari, Sunder, Shashi Kapoor, Mohan Choti, Tun Tun | Singer: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Subir Sen, Suman Kalyanpur | Lyricist: | Shailendra | Music Director: | Dattaram Wadkar | Film Director: | Kedar Kapoor | External Links: | Jab Se Tumhe Dekha Hai at IMDB |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|