Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mohe Aayi Naa Jag Se Laj - मोहे आई ना जग से लाज
mohe aayi naa jag se laj, main itna jor se nachi aaj
ki ghungru tut gaye
mohe aayi naa jag se laj, main itna jor se nachi aaj
ki ghungru tut gaye
mohe aayi naa jag se laj, main itna jor se nachi aaj
ki ghungru tut gaye, ki ghungru tut gaye
ki ghungru tut gaye, ki ghungru tut gaye
mohe aayi naa jag se laj, main itna jor se nachi aaj
ki ghungru tut gaye
main basi thi jiske sapno me
wo ginega ab mujhe apno me
main basi thi jiske sapno me
main basi thi jiske sapno me
main basi thi jiske sapno me
wo ginega ab mujhe apno me
main basi thi jiske sapno me ho
wo ginega ab mujhe apno me
kehti hai meri har angdaayi
main piya ki nind chura layi
main ban ke gayi thi chor
main ban ke gayi thi chor, ki meri paayal thi kamzor
ki ghungru tut gaye
main ban ke gayi thi chor, ki meri paayal thi kamzor
ki ghungru tut gaye, ki ghungru tut gaye
ki ghungru tut gaye, ki ghungru tut gaye
ki ghungru tut gaye
dharti pe na mere pair lge
bin piya mujhe sub gair lge
dharti pe na mere pair lge
dharti pe na mere pair lge
dharti pe na mere pair lge
dharti pe na mere pair lge
bin piya mujhe sub gair lge
sub gair lage, gair lage gair lge ho
gair lage, gair lage gair lge
dharti pe na, dharti pe na
dharti pe na mere pair lge ho
bin piya mujhe sub gair lge
mujhe ang mile armano ke
mujhe pankh mile parvano ke
jub mila piya ka gaon
jub mila piya ka gaon, to aisa lachka mera paanv
ki ghungru tut gaye
jub mila piya ka gaon, to aisa lachka mera paanv
ki ghungru tut gaye
ki ghungru tut gaye, ki ghungru tut gaye
ki ghungru tut gaye, ki ghungru tut gaye
mohe aayi naa jug se laj, main itna jor se nachi aaj
ki ghungru tut gaye
Comments for lyrics of song "Mohe Aayi Naa Jag Se Laj"
maxss9005 on Wednesday, September 26, 2012 Looks Like It is already a Recorded Version Of this Song Playing ,NOT Him Actually Singing LIve.This Does not Sound Live ,Recorded Version must be dubbed.
Lokendra Shastry on Friday, August 23, 2013 awesome song ..Thanks to you for uploading . pl. upload more ghajal by
pankaj udhas from early 80s to 1985.
drdubey1 on Wednesday, September 05, 2012 Just enjoyed Live performance of Great Pankaj Udhas old memories again. really great
sairabano73 on Saturday, June 16, 2012 with all respect due to pankhaj udhas i think ustad raees khan sang much better.
Zahoor Soomro on Wednesday, August 01, 2012 Gham ka sathi janab pankhach udas vari nic songs.03013693533