Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mohobbat Key Dushman Jara Hosh Me Aa - मोहब्बत के दुश्मन जरा होश में आ
phir koi bana mugal e aazam phir kaid hui anarkali
par aaj salim jukega nahi dekhegi tamasha sari gali
mohobbat ke dushman jara hosh me aa
mohobbat ke dushman jara hosh me aa
mohobbat ke dushman jara hosh me aa
bujhaye bujhe na mohabbat ke shole
bujhaye bujhe na mohabbat ke shole
ae jalim agar tu samundar bhi le aa
mohabbat ke dushman jara hosh me aa
mohabbat ke dushman jara hosh me aa
mohobbat ko koi tijarat samajh ke
ya pathar ki koi imarat samajh ke, ye na soch
ye na soch bazar me bech dega
ye sauda bahut tujhko mahenga padega
jo bik jaye wo hoshe mohobbat nahi hai
mohobbat nahi hai, mohobbat nahi hai
jo bik jaye woh hoshe mohobbat nahi hai
mohobbat hai ibadat mohabbat hai pooja
mohobbat ke dushman jara hosh me aa
mohobbat ke dushman jara hosh me aa
sitam aise pehle bhi to ho chuke hai
diwane magar kiske aage jhuke hai
dilo pe na teri hukumat chalegi
mohobbat ye janjiro me na bandhegi
fatah kar sake jo mohobbat ki duniya
mohobbat ki duniya, mohobbat ki duniya
fatah kar sake jo mohobbat ki duniya
agar kahi ho to wo sikandar bhi le aa
mohobbat ke dushman jara hosh me aa
mohobbat ke dushman jara hosh me aa
ye josh e junun jab bagawat pe aaye
kate to kate sar jhuke na jhukaye
sitamgar hai aaya bura wakt tera
diwana ulat dega ye takht tera
jo sar kat de dil ke josh e junun ka
josh e junun dil ke josh e junun ka
josh e junun ka, joshe junun ka
jo sar kat de dil ke josh e junun ka
jo sar kat de dil ke josh e junun ka
agar mil sake to wo khanjar bhi le aa
mohabaat ke dushman jara hosh me aa
bujhaye bujhe na mohobbat ke shole
e jalim agar tu samundar bhi le aa
mohabbat ke dushman jara hosh me aa
mohabbat ke dushman jara hosh me aa
jara hosh me aa
mohabbat ke dushman jara hosh me aa
mohabbat ke dushman jara hosh me aa