Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mujhe Ishq Ho Gayaa - मुझे इश्क हो गया
ishq ka zikr aasmano par
ishq ka naam sab zubano par
khel dil kaa hai ye, magar is me
khel jaate hain log janon par
main jis ki talaash me nikla
main jis ki talaash me nikla
talash me nikla, talash me nikla
talash me main nikla
main jis ki talash me nikla
main jis ki talash me nikla
usko to maine dhundh liya
usko to maine dhundh liya
dhundh liya, dhundh liya, dhundh liya, dhundh liya
usko to maine dhundh liya
usko to maine dhundh liya
use dhundh ke main khud kho gaya
kho gaya kho gaya
ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya, ishq ho gayaa
ishq ishq ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
kafir kaho to kah lo kah lo
kafir kaho to kah lo
mazhab hai ishq mera, mera mazhab hai ishq mera
kafir kaho to kah lo, mazhab hai ishq mera
kafir kaho to kah lo, mazhab hai ishq mera
kuch bhi kahu juba se
matlab hai ishq mera, matlab hai ishq mera
na samjho dillagi hai, ke ye dil ki lagi hai
ye meri jaan legi, ye sab kuch phunk degi
dhua uthne laga hai, ye dam ghutne laga hai
ke dil me haule haule, bhadak uthe hain shole
bhadak uthe hain shole, bhadak uthe hain shole
dekh rahi hai sari duniya
dur khadi hairani se
dekh rahi hai sari duniya
dur khadi hairani se
saat samandar har gaye aag bujhi na pani se
saat samandar haar gaye ye aag bujhi na pani se
ye aag bujhi na pani se
ye aag bujhi na pani se
ye aag bujhi na pani se
mere dil ki nade chali gayi
mere dil ki nade chali gayi
barasat baras kar chali gayi
barasat baras kar chali gayi
savan bhi aakar ro gaya
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
janaza uthega ya barat hogi
magar aaj unse mulaqat hogi
janaza uthega ya barat hogi
janaza uthega ya barat hogi
magar aaj unse mulaqat hogi
magar aaj unse mulaqat hogi
bade zor ki pyas jagi hai dil me
bade zor ki pyas jagi hai dil me
bade zor ki aaj barasat hogi
kaha se aa raha hu, kaha main jaa raha hu
mujhe is ki khabar kya
idhar kyaa hai udhar kyaa
mere chit chor se main, bandha hu dor se main
jaha bhi jayega vo, mujhe le jayega vo
jaha bhi jayega vo, mujhe le jayega vo
bhul bhulaiya nain sajan ke
mujhko iski khabar nahin
bhul bhulaiya nain sajan ke
mujhko iski khabar nahin
jane ki to hai vapas aane ki koi dagar nahin
jane ki to hai vapas aane ki koi dagar nahin
aane ki koi dagar nahin
aane ki koi dagar nahin
na surat uski aayi nazar
na surat uski aayi nazar
na uski koi aayi khabar
na uski koi aayi khabar
is prem gali ko jo gaya
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya
ishq ho gaya ishq ishq ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
ishq khuda hai, ishq hi rab hai
ishq hi to duniya ka sabab hai
ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
ishq hai jaadu ishq hai khushabu
ishq nahin to kya main, kya tu
ishq ho gayaa ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
naam hazaron ishq akela
ishq binaa hai kaun saa mela
ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gayaa ishq ishq
ishq siyaa ishq divana
ishq ko samajhe kya yah zamana
ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gayaa ishq ishq
ishq ki baten hain har mehfil me
mandir masajid ek hi dil me
ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq
mujhe ishq ho gaya ishq ishq