Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mujhe Na Chhede Mere Huzoor - मुझे ना छेड़े मेरे हुजूर
muhje na chede mere huzur mai nashe me hu
bahak gayi to mera kya kasur mai nashe me hu
tune to pee thi mujhe kyu pila di
tune to pee thi mujhe kyu pila di
sitamgar mere ye kya sitamgar mere ye kya
halat bana di tune to pee thi mujhe kyu pila di
mujhe kyu pila di mujhe kyu pila di
yu sambhalo na mujhko mai sambhalna na chahu
yu sambhalo na mujhko mai sambhalna na chahu
tamanna ye hai yuhi ladkhadau
dil me mere ye kya hasrat jaga di
sitamgar mere ye kya halat bana di
tune to pee thi mujhe kyu pila di
mujhe kyu pila di mujhe kyu pila di
ye badle se tewar ye bahki adaye
ye badle se tewar ye bahki adaye
mujhe dar hai koi kayamat na dhaye
nashe me kaha dil ki dunia luta di
sitamgar mere ye kya halat bana di
tune to pee thi mujhe kyu pila di
mujhe kyu pila di mujhe kyu pila di
Comments for lyrics of song "Mujhe Na Chhede Mere Huzoor"
Sara S.J on Friday, May 29, 2015 Ye Wo daur tha jab dher saari B , C grade films ban rahi theen kyonki Nishi
aur Nayee, nayee kamumra ,Mumtaz kafi had tak ek khas darje ke darshakon ko
cinema hall tak kheenchne main kamyaab rahi theen . Helen,Mallika ko bhi
shamil kar sakte hain. Qamal ki baat Ye thee ki in films ka sngeet aur geet
A darje ka hota tha.
Suman ji ne nasheele sur main badhiya gaaya hai aur kamsin Mumtaz ne
adakari bhi achchi hee ki hai.Sach baat to ye hai ki unhi ki tasveer dekh
ke Ye nasheela geet suna.Shukriya Ajay.
Jagjit Singh Ishar on Saturday, May 30, 2015 Beautifully sung by Suman ji in the style of heavely drunkard girl swaying
in intoxication. Nice composition.