Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mujhko Sazaye De Ke Kisi Ke Gunah Ki - दिल दे के किसी के गुनाहों की
dil de ke kisi ke gunaho ki
bhagwan tune kyu bhagwan tune kyu
meri duniya tabah ki mujhko sajaye de ke
nanhe se ek dil ko diye tune gham pe gham
nanhe se ek dil ko diye tune gham pe gham
ek jindagi ki raah me thak gaye kadam
mai dhul bhi na ban saki pritam ke raah ki
bhagwan tune kyu bhagwan tune kyu
meri duniya tabah ki mujhko sajaye de ke
ab kya kahu ke dard se mai chur chur hu
ab kya kahu ke dard se mai chur chur hu
mujhko in asuo ki kasam bekasur hu
tujhko pukare bebasi meri nigah ki
bhagwan tune kyu bhagwan tune kyu
meri duniya tabah ki mujhko sajaye de ke
duniya me ab mere liye koi khushi nahi
duniya me ab mere liye koi khushi nahi
jine ko jee rahi hu magar zindagi nahi
ab maut se karungi mai surat nivah ki
bhagwan tune kyu bhagwan tune kyu
meri duniya tabah ki mujhko sajaye de ke
Comments for lyrics of song "Mujhko Sazaye De Ke Kisi Ke Gunah Ki"
rumahale on Friday, August 20, 2010 Raja Mehdi Ali Khan (Lyricist), C Ramachandra (Composer), Lata Mangeshkar
(Singer) and Kamini Kaushal (Star) combined have made it all time great and
immortal one. My friend Late Ajit Shah who had great taste of music of
black and white era is remembered always for his rich contribution.
crazyoldsongs on Saturday, August 21, 2010 @rumahale thanks for sharing this very old songby lata ji of the pre
fifties era