Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Muskurane Ke Bahane - मुस्कुराने के बहाने
muskurane ke bahane dhundhti hai zindagi

har ghadi mausam suhane dhundhti hai zindagi

thapkiya maa ki meri neend me shamil hai abhi

yaado ke kitne khazane dhundhti hai zindagi
yaado ke kitne khazane dhundhti hai zindagi
har ghadi mausam suhane dhundhti hai zindagi
muskurane ke bahane dhundhti hai zindagi
wakt ne khul ke sunae nahi abtak ho kabhi

mahke mahke wo tarane dhundhti hai zindagi
mahke mahke wo tarane dhundhti hai zindagi
har ghadi mausam suhane dhundhti hai zindagi
muskurane ke bahane dhundhti hai zindagi
janti hai ke kabhi laut ke aaynge nahi
janti hai ke kabhi laut ke aaynge nahi
fir bhi wo guzre zamane dhundhti hai zindagi
fir bhi wo guzre zamane dhundhti hai zindagi
har ghadi mausam suhane dhundhti hai zindagi
muskurane ke bahane dhundhti hai zindagi
surk joda bhi nahi mang me sindur nahi
surk joda bhi nahi mang me sindur nahi
aaj kyu rishte purane dhundhti hai zindagi