Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Chaudhvin Ka Chand (1960)
Chaudhvin Ka Chand (1960)
Madhumati (1958)
Madhumati (1958)
Barsaat Ki Raat (1960)
Barsaat Ki Raat (1960)
Love Marriage (1959)
Love Marriage (1959)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Suraiya - suraiya_014.jpg
Suraiya

Kaanch Ki Deewar
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Na Idher Ke Rahe Na Udher Ke Rahe
4.60 - 5 votes
Masti Bhare Geet
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.60
Total Vote(s) : 5
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Na Idher Ke Rahe Na Udher Ke Rahe - ना इधर के रहें ना उधर के रहें

main husn hu meri tasveer kya banaye koi
jo rang mujhme bahre hai kahan se laye koi
main ishq hu mujhe chahe to aajmaye koi
meri misal jahan me kahan se laye koi
mere jalwo ki kasam, in adao ki kasam
khul gaya aapki aashqui ka bhram
na khuda hi mila aaye haye
na khuda hi mila na misal-e-sanam
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe

jhuthe vado ki kasam, tute khabo ki kasam
khul gaya aapki sadigi ka bhram
na khuda hi mila haye
na khuda hi mila na misal-e-sanam
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe

aapko husn ke naaz ki kya khabar
chup rahe jo jaba bolti hai najar
are aapko ishq ke raaz ki kya khabar
ishq ke dum se hai sab ye sham-o-sahar
aji sham hai julfe meri
mera chehra sahar hai
are jo ji chahe kah lo
tumko kis ka dar hai
aa haye haye haye
aap kya chiz hai jinse dar jaye hum
khul gaya aapki aashqui ka bhram
na khuda hi mila aaye haye
na khuda hi mila na misal-e-sanam
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
allah

are hum to wo rang hai jo badalta nahi
husn ka hum pe jadu bhi chalta nahi
hum wo suraj hai jo chadh ke dhalta nahi
apne aage diya koi jalta nahi
are kyu magrur ho itne
ye andaaz bura hai
are apne ishq pe dekho naaz bura hai
o haye haye haye
kab tak dhaogi khud pe julmo sitam
khul gaya aapki sadigi ka bhram
na khuda hi mila haye
na khuda hi mila na misal-e-sanam
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe

aapse kya kahe husn ka baagpan
are chhod do chhod do ab ye diwanapan
ha hum hai jane wafa hum hai jane chaman
phir bhi humko nahi hai tumhari lagan
aji tumse sikhe koi
jhuthi baate karna
are ishq humara majhab
ishq hi jeena marna
hoye aa haye haye haye
yu na ruswa karo ishq ko kam se kam
are jo bhi kahte hai wo kar dikhayenge hum
khul gaya aapki aashqui ka bhram
are khul gaya aapki sadigi ka bhram
na khuda hi mila aaye haye
na khuda hi mila na misal-e-sanam
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe
na idhar ke rahe na udhar ke rahe


lyrics of song Na Idher Ke Rahe Na Udher Ke Rahe

Comments for lyrics of song "Na Idher Ke Rahe Na Udher Ke Rahe"
rumahale on Friday, June 29, 2012
Beautiful and rich voice from Anil Biswas ji. Listening for the first time.
The movie is mentioned as Aarzoo - is it the same one released in 1950 with
Dilip Kumar and Kamini Kaushal in the cast and Anil Biswas scoring music.
Thanks.

reverseswing on Sunday, October 07, 2012
Is this Anil Biswas' voice ? I think it is S D Batish. Our YT friend Moidul
Hassan will help.

Shalin Bhatt on Thursday, October 11, 2012
This song is called Hamen Maar Chalaa Yeh Khayaal Yeh Gham, not Na Idhar Ke
Rahe.

Guddo Dadi on Tuesday, December 11, 2012
उनको सितम आता कहाँ है

Moid Hasan on Sunday, October 07, 2012
Yes,undoubtedly,it is non other than Anil Biswas.

View all 8 comments related to song Na Idher Ke Rahe Na Udher Ke Rahe - ना इधर के रहें ना उधर के रहें


Film cast: Sanjeev Kumar, Smita Patil, Rajan Sippy, Amrish Puri, Om Prakash, Shakti Kapoor, Jagdeep, Poornima
Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Anuradha Paudwal, Sharadrima
Lyricist: Indeevar, Kafil Azar
Music Director: Shankar Jaikishan
Film Director: M N Yasin
Film Producer: Kamal Choudhary
External Links: Kaanch Ki Deewar at IMDB    Kaanch Ki Deewar at Wikipedia
Watch Full Movie: Kaanch Ki Deewar at YouTube    Kaanch Ki Deewar at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Mere Mehboob (1963)
Mere Mehboob (1963)
The Burning Train (1980)
The Burning Train (1980)
Sargam (1979)
Sargam (1979)
Border (1997)
Border (1997)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy