|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Na Socha Na Samjha Na Dekha - ना सोचा ना समझा ना देखा na socha na samjha na dekha na jana
na socha na samjha na dekha na jana
mujhay aa gaya khud bekhud dil lagana
mujhay aa gaya khud bekhud
zara zara dekh kar apna jalwa dikhana
simat kar yahi aa na jaye zamaana
simat kar yahi aa na jaye zamaana
jaban par jaban par lagi hai wafaao ki
jaban par jaban par lagi hai wafaao ki mohare
khamoshi meri kah rahi hai fasana
khamoshi meri kah rahi
gulo tak na chayi to asha hai lekin
hai dushwar kaanto se damen bachana
hai dushwar kaanto se damen bachana
karo lakh tum matam me na jawaani
kabhi rab nahi aayega wo zamaana

 Teer Aur Talwaar |
Film cast: | Kamran, Kamal Mehra, Tun Tun, Rajan Kapoor | Singer: | Suman Kalyanpur, Asha Bhosle, Mahendra Kapoor | Lyricist: | Farooq Qaiser | Music Director: | Nisar | Film Director: | Mohd Husain | External Links: | Teer Aur Talwaar at IMDB |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|