Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Naa To Kaaravaan Ki Talaash Hai - ना तो कारवाँ की तलाश है
na to karva ki talash hai
na to karva ki talash hai, na to hamsafar ki talash hai
na to karva ki talash hai, na to karva ki, na to karva ki
na to karva ki talash hai, na to hamsafar ki talash hai
ab na to hamsafar ki talash hai, na to hamsafar ki talash hai
na to hamsafar ki, na to hamsafar ki talash hai
mere shauq-e-khana kharab ko
mere shauq-e-khana kharab ko, teri rahguzar ki talash hai
mere shauq-e-khana kharab ko, teri rahguzar ki talash hai
mere shauq-e-khana kharab ko
mere namurad junun ka hai ilaaj koi to maut hai
ab hai ilaaj koi to maut hai, ab hai ilaaj koi to maut hai
ilaaj koi to maut hai, ilaaj koi to maut hai
ab hai ilaaj koi to maut hai
jo dava ke nam pe zahar de
jo dava ke nam pe zahar de usi charagar ki talash hai
jo dava ke nam pe zahar de
jo dava ke nam pe zahar de usi charagar ki talash hai
usi charagar ki talash hai, usi charagar ki talash hai
usi charagar ki talash hai
tera ishq hai meri arzu, tera ishq hai meri abaru
tera ishq hai meri abaru, tera ishq hai meri abaru
dil ishq jism ishq hai aur jaan ishq hai
imaan ki jo puchho to imaan ishq hai
tera ishq hai meri arzu, tera ishq hai meri abaru
tera ishq mai kaise chhod du
tera ishq mai kaise chhod du, meri umra bhar ki talash hai
tera ishq mai kaise chhod du, meri umra bhar ki talash hai
tera ishq mai kaise ishq ishq ishq ishq ishq
ishq ishq tera ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
jansoz ki halat ko jansoz hi samajhega
mai shama se kahta hun mahfil se nahi kahta kyoki
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
sahar tak sabka hai ajam jal kar khak ho jana
sahar tak sabka hai ajam jal kar khak ho jana
bhari mahafil me koi shamma ya parvana ho jaye kyoki
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
vahashat-e-dil rasm-o-didar se roki na gai
kisi khajar, kisi talvar se roki na gai
ishq majnu ki vo avaz hai jiske aage
koi laila kisi divar se roki na gai, kyoki
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
vo hans ke agar mange to ham jaan bhi dede
vo hans ke agar mange to ham jaan bhi dede
han ye jan to kya chiz hai imaan bhi dede kyoki
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
naz-o-andaz se kahte hai ki jina hoga
zahar bhi dete hai to kahte hai ki pina hoga
naz-o-andaz se kahte hai ki jina hoga
zahar bhi dete hai to kahte hai ki pina hoga
jab mai pita hu to kahte hai ki marta bhi nahi
jab mai marta hu to kahte hai ki jina hoga
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
mazahab-e-ishq ki har rasm kadi hoti hai
har kadam par koi divar khadi hoti hai
ishq azad hai, hindu na musalman hai ishq
aap hi dharm hai aur aap hi imaan hai ishq
jis agah nahi shekh-o-barahman dono
us haqiqat ka garajata hua ailan hai ishq
ishq na puchchhe din dharm nu, ishq na puchchhe jata
ishq de hatho garam lahu vich, dubiya lakh barata
ke de ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
rah ulfat ki kathin hai ise asan na samajh
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
bahut kathin hai dagar panaghat ki
bahut kathin hai dagar panaghat ki
dagar panaghat ki dagar panaghat ki
bahut kathin hai dagar panaghat ki
ab kya bhar lau mai jamuna se mataki
ab kya bhar lau mai jamuna se mataki
mai jo chali jal jamuna bharan ko
dekho sakhi ji mai jo chali jal jamuna bharan ko
nadakishor mohe roke jhado to
kya bhar lau mai jamuna se mataki
kya bhar lau mai jamuna se mataki
kya bhar lau mai jamuna se mataki
ab laaj rakho more ghughat pat ki
ab laaj rakho more ghughat pat ki
ab laaj rakho more ghughat pat ki
ab laaj rakho more ghughat pat ki
ab laaj rakho more ghughat pat ki
jab jab krishhn ki basi baaji
jab jab krishhn ki basi baaji, nikali radha saj ke
jaan ajan ka man bhula ke, lok laaj ko taj ke
janak dulari ban ban doli, pahan ke prem ki mala
darshan jal ki pyasi mira pi gai vishh ka pyala
aur phir araj kari ke
laaj rakho rakho rakho, laaj rakho dekho dekho
laaj rakho rakho, he he he
laaj rakho rakho, he he he
laaj rakho rakho
ye ishq ishq hai ishq ishq, ye ishq ishq hai ishq ishq
ye ishq ishq hai ishq ishq
allah rasul ka faraman ishq hai
yane hafiz ishq hai, quran ishq hai
gautam ka aur masih ka araman ishq hai
ye kaynat jism hai aur jaan ishq hai
ishq saramad, ishq hi mansur hai
ishq musa, ishq koh-e-nur hai
kaq ko but, aur but ko devta karta hai ishq
intaha ye hai ke bade ko khuda karta hai ishq
han ishq ishq tera ishq ishq, tera ishq ishq, ishq ishq
ishq ishq tera ishq ishq, tera ishq ishq, ishq ishq
ishq ishq, ishq ishq, ishq ishq, ishq ishq, ishq ishq, ishq ishq
Comments for lyrics of song "Naa To Kaaravaan Ki Talaash Hai"
isaac moses on Thursday, November 12, 2009 an astounding debate takes place, the party of women on one side, the men
on the other, exchanges on the timeless subject of ' Ishq ' with a truly
interesting dialogue expounding the virtues of love. Nine minutes & forty
seconds of exquisite vocal improvisations, a tremendous urge to join in the
hand clapping will overtake you.. but dont resist. If you know the words by
all means join in that's why Suhanee 2 uploaded this, to get all you guys &
gals to enjoy this Qawali Let's Go!
Manohar Kalra on Wednesday, May 18, 2011 Uff, what a masterpiece.I bet any singer can ever sing any better than our
legend Mohd.Rafi, especially when Bharat Bhushan comes on the stage and
starts with an alaap and that alaap is the BEST part of whole qawwali. One
could hardly control his/her emotions on listering to that alaap and rest
of the qawwali sung by Mohd.Rafi. Hats off to the entire team for making
this milestone. God bless them all.
Indu Puri on Tuesday, June 18, 2013 Dil ishk jism ishk hai aur jan ishk hai Iman ki jo puchho toh iman ishk hai
Tera ishk hai meree aarju, tera ishk hai meree aabru Tera ishk mai kaise
chhod du, meree umra bhar ki talash hai..uff doob jaati hun main iski
gahraai me. kamaal hai!
TUFAIL HEERA on Monday, March 23, 2015 It is one and only TOP Hit Qawali in Films World. Certainly it is
outstanding and marvelous one. I like this superb post. It is a qawali song
which is as popular today as it was when released.Thank you so much for
very good and superb upload.
deepak deshmukh on Monday, April 28, 2014 Best ever Qawwali displayed on screen.All the singers played their parts
very well, but Mohd Rafi's alaaps at places are the main features.The last
line shows volume of Rafi''s vioice.