Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Naam Hai Meraa Meena - नाम है मेरा मीना
husn ke aage koi dilwala kabhi na tikne na paye
hai koi maa ka laal jo mujhse aakar aankh milaye
naam hai mera meena
naam hai mera meena koi mujhse na takkar lena
naam hai mera meena koi mujhse na takkar lena
pees ke na rakh du to
pees ke na rakh du to
aa pees ke na rakh du to
are pees ke na rakh du to
mera naam badal dena
mushkil kar dunga jeena
o meena mushkil kar dunga jeena
mushkil kar dunga jeena ae meena
mushkil kar dunga jeena
aise lag jaunga
aise lag jaunga ha
aise lag jaunga
ari aise lag jaunga
jaise anguthi me lage nagina
naam hai mera meena
mushkil kar dunga jeena
tu kya hai main chahu to koi rahe na teri nishani
tu kya hai main chahu to koi rahe na teri nishani
mujhko taras aata hai tujh pe najuk hai teri jawani
aisa teer najar ka maru utar jaye sab masti
banke diwano ki tarah phirega basti basti
baad me takkar lena
baad me takrana
o baad me takkar lena
ari baad me takkar lena
pahle maathe se ponchh pasina o meena
mushkil kar dunga jeena
chal naam hai mera meena
main us college ki titli hu jiska uncha naam
main us college ki titli hu jiska uncha naam
tere jaise lakho bhanwre kare jhuk jhuk salam
is bhul me na rahna ye baat tu rakhna yaad
jisme tu padhti hai main us college ka ustad
samne se hat jana
samne se hat jana
aa samne se hat jana
are samne se hat jana
agar tu chahta hai jinda rahna
naam hai mera meena
chal mushkil kar dunga jeena
naam hai mera meena koi mujhse na takkar lena
pees ke na rakh du to
pees ke na rakh du to
aa pees ke na rakh du to
are pees ke na rakh du to
mera naam badal dena
are mushkil kar dunga jeena o meena
najar bharke jise bhi dekh le meri jawani
to patthar ko bhi pighla ke bana deti hai pani
o ye patthar kya hai chattano ko bhi gira dunga
banake khak aur phir khak ko uda dunga
samajhle ke tera anjaam aa gaya
mera bhi aashiqo me naam aa gaya
ye teri maut ka paigam aa gaya
ab chahe jo tumhare kaam aa gaya
mita dungi mita ke dekh
uda dungi uda ke dekh
jala dungi jala ke dekh
mita le uda le jala le magar
pahle dil se dil ko, dil se dil ko
dil se dil ko mila le
chal naam hai mera meena
naam hai mera meena koi mujhse na takkar lena
pees ke na rakh du to
pees ke na rakh du to
aa pees ke na rakh du to
are pees ke na rakh du to
mera naam badal dena
naam hai mera meena koi mujhse na takkar lena