Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Nachdi Phira - नचदी फिरां
teri hi boli boloongi main teri hi baani gaungi main
tere ishq da chola pehan ke mai tujhme hi rang jaungi
tere ishaq da chuda pehan ke mai tujh main hi saj jaungi
mai nachdi fira ban than baliye ho
mai nachdi fira cham cham chaliye ho
kehti hai duniya main hoon bawariya
sudh se gayi mai khud se gayi main teri ho gayi mai
par jag kya jane mann ke fasane
kho kar khud ko pa kar tujh ko meri ho gayi mai
teri nagariya jaungi mai teri nazariya varungi mai
tere ishq da chola pehen ke mai tujhme hi rang jaungi
tere ishaq da chuda pehan ke
mai tujh mai hi saj jaungi
mai nachdi fira ban than baliye ho
mai nachdi fira cham cham chaliye ho
mai nachdi fira ban than baliye ho
mai nachdi fira cham cham chaliye ho