Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Nadiya Pe Lehre Lehro Pe Naiya - नदिया पे लहरें लहरों पे नैया
nadiya pe lehre lehro pe naiya
naiya me patwaar
phir tum kyon us paar e sajan
aur main hun is par
o jee mai tadpu is paar
o jee mai tarsu is paar
nadiya pe lehre lehro pe naiya
naiya me patwaar
phir tum kyon us paar e sajan
aur main hun is par
o jee mai tadpu is par
o jee mai tarsu is par
nadiya kinare ek gaon hai
gaon me ambuva ki chhanw hai
chhaw me rahe ek jogi
jaise man me rahe sajna
jogi bajaye bansuri
baansuri dard se hai bhari
dard bhari is taan se
gunze re mera angna
nadiya pe lehre lehro pe naiya
naiya me patwaar
phir tum kyon us paar e sajan
aur main hun is par
o jee mai tadpu is paar
o jee mai tarsu is paar
bekali me hai ye man
man me hai lagi agan
o bekali me hai ye man
man me hai lagi agan
tu aake bujha de sajan
nagri me gali jaise
bagiya me kali jaise
kaliyon me sajna jaise khusbu
sapno me hai tu
nadiya pe lehre lehro pe naiya
naiya me patwaar
phir tum kyon us paar e sajan
aur main hun is par
o jee mai tadpu is paar
o jee mai tarsu is paar