Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Naina Naina Tere Naina Kamal Karte Hai - नैना नैना तेरे नैना कमाल करते है
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
chaina chaina liye jaaye chaina
bura dil ka haal karte hai
khud jawab dete hai
khud sawal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
chaina chaina liye jaaye chaina
bura dil ka haal karte hai
khud jawab dete hai
khud sawal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
hai sau samandar naino mein tere
doobe hai inme sau khwab mere
(naina-naina tere, naina naina tere
naina naina tere naina)
hai sau samandar naino mein tere
doobe hai inme sau khwab mere
palkon pe teri meri neend soye
tere sang jaage mere savere
kabhi hauslo ko hawa de
kabhi faashlo ko badha de
kabhi hauslo ko hawa de
kabhi faashlo ko badha de
dil sambhal nahi paata
aisi chaal chalte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
kaise main samjhun naino ki bhansa
kabhi dard bakshe, kabhi de dilasha
kaise main samjhun naino ki bhansa
kabhi dard bakshe, kabhi de dilasha
sharmo haya ki hadein todd jaaye
mere dil pe apne nishaan chhod jaaye
mahfil mei karke gustaakhi
tanhaayi mein maange maafi
mahfil mei karke gustaakhi
tanhaayi mein maange maafi
ye jahaan ki rashmo ka
kab khayal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai
chaina chaina liye jaaye chaina
bura dil ka haal karte hai
khud jawab dete hai
khud sawal karte hai
naina naina tere naina naina
tere naina kamaal karte hai.