Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Naina Rasile Madbhare Mai Albeli Naar - नैना रसीले हाँ नैना रसीले मदभरे मैं अलबेली नार
naina rasile ha naina rasile madbhare mai albeli naar
haye sath baras ke balma kaise hoga paar
haye mori dayya haye mori dayya jiya ghabraye re
haye mori dayya jiya ghabraye re
karejwa tadap tadap reh jaaye tadap reh jaaye
jiya ghabraye haye mori dayya jiya ghabraye re
kamariya lachak lachak rahi jaye lachak rahi jaye
chunariya chamak chamak rahi jaye chamak rahi jaye
jiya ghabraye re haye mori dayya
haye mori dayya jiya ghabraye re
jade ki raat me nindiya na aaye haye nindiya na aaye
more balam ko khasi sataye haye khasi sataye
kahi ulti ka mara kamar dukhi jaye
haye kamar dukhi jaye haye kamar dukhi jaye
haye mori dayya haye mori dayya jiya ghabraye re
khidki ke samne paan ki dukan hai paan ki dukan hai
paan wale chaila se meri pahchan hai meri pahchan hai
ha pahchan hai ha pahchan hai
mangal ki raat chali jaungi sath
mangal ki raat chali jaungi sath
chahe budha ro ro ke mar jaye ho ro ro ke mar jaye
ho ro ro ke mar jaye re
haye mori dayya jiya ghabraye re
haye mori dayya jiya ghabraye re
Comments for lyrics of song "Naina Rasile Madbhare Mai Albeli Naar"
Saadat Khan on Monday, May 12, 2014 A representative dance-song depicting culture of a past age when music and
dancing used to be enjoyed at the balconied rooms of the singing or dancing
girls.