Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Nammyoho Renge Kyo, Ye Jeevan Ek Geet Hai - नम्यो हो रेहंगे क्यों, ये जीवन एक गीत है
nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu

ye jivan ek geet hai isme pyar ke bol sajaana
ho ye jivan ek geet hai isme pyar ke bol sajaana
dhadkan ki mithi lay par tum dil ka saaz bajana
geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana
geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana
nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu
nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu
sukh dukh do mausam jivan ke ek aaye ek jaye

kabhi to jamkar badal barse dhup kabhi jhulsaaye
har mausam ka apna maja hai apna ek tarana
geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana
geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana
nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu
nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu
dekho sun lo kehta hai kya bahti nadi ka pani
ho dekho sun lo kehta hai kya bahti nadi ka pani
jaisa bhi ho samay ka rasta jivan ek rawani
manjil milne se pehle hi raah me ruk naa jana