Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Neend Ke Gao Me - नींद के गाँव में
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
khil khilate huye
apna daman uthate huye
bachcho ke panw ki
dhul ka kaarwan
gaon ki har gali
apne pairon ka zanjeer hai
gaon ka har makaan
apne raste ki diwar hai
neend ke gaon me
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
ek anguhha lipete huye
waqt baitha hain dehliz par
baans ke jhund se
bachti huye reh guzar
okali ke kinaare pe bithi buju karti
mashjid ke ek minaar par
kabki atki hui ek ajaan
jiska sannata talwar ki dhaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
main bhi bargad ke
saayein mein baithi huyi
apni yaado ki parchhaiya bechlo
mere lafzo mein hai us
needasi kahani ka ras
jis pe chalta na tha
kachche aangan ka bas
nimkiyo ke kade satlade
jo na jaane the kis ke liye
aaj bhi kis kadar yaad hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai
neend ke gaon mein
aaj yaado ka bazaar hai