Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Nigaho Se Khenchi Hai Tasveer - निगाहों से खेंची हैं तस्वीर मैंने
nigaho se khenchi hai tasveer maine
nigaho se khenchi hai tasveer maine
jara apni tasveer aakar to dekho
nigaho se khenchi hai tasveer maine
jara apni tasveer aakar to dekho
nigaho se khenchi hai tasveer maine
jara apni tasveer aakar to dekho
tumko tumhare pyar ki jaahgir milegi
in aankho me tumko teri tasveer milegi
nigaho se khenchi hai tasveer maine
jara apni tasveer aakar to dekho
nigaho se khenchi hai tasveer maine
nigaho se khenchi hai tasveer maine
nigaho se khenchi hai tasveer maine
jara apni tasveer aakar to dekho
jara apni tasveer aakar to dekho
tumhi ko in aankho me tumko dikhau
tumhi ko in aankho me tumko dikhau
in aankho me aankhe milakar to dekho
tumhi ko in aankho me tumko dikhau
in aankho me aankhe milakar to dekho
samajhdar ko hai ye kaafi ishara
samajhdar ko hai ye kaafi ishara
samajh lenge khud ve main hu tumhara
samajh lenge khud ve main hu tumhara
meri jaa kisi roj gairo ke aage
meri jaa kisi roj gairo ke aage
mujhe tum gale se lagakar to dekho
meri jaa kisi roj gairo ke aage
mujhe tum gale se lagakar to dekho
meri jaa kisi roj gairo ke aage
mujhe tum gale se lagakar to dekho
tamannaye didaar dil me agar hai
tamannaye didaar dil me agar hai
didaar tamanna, didaar tamanna, tamanna
didaar tamanna, tamanna, didaar tamanna
dil me hai didaar tamanna
dil me hai didaar tamanna
dil me hai didaar tamanna
munh to dekh le pahle jo hoga so dekh lenge
ae daste kalab badhke sarka de naqab unka
didaar tamanna, dil me hai didaar tamanna
didaar tamanna, dil me hai didaar tamanna
rukh se naqab uthao ke badi der ho gayi
mahaul ko talabat kura kiye huye
didaar tamanna, dil me hai didaar tamanna
didaar tamanna, dil me hai didaar tamanna
dil me hai tamannaye didaar
dil me agar hai jo musta ke jalwa
tumhari najar hai
musta ke jalwa tumhari najar hai
najar aayenge tumko jalwe hi jalwe
najar aayenge tumko jalwe hi jalwe
jara unki mehfil me jakar to dekho
najar aayenge tumko jalwe hi jalwe
jara unki mehfil me jakar to dekho
jara si bhi jhuthi na ulfat milegi
jara si bhi jhuthi na ulfat milegi
haqiqat me sacchi mohabbat milegi
haqiqat me sacchi mohabbat milegi
basaya hai gairo ko jis tarah dil me
basaya hai gairo ko jis tarah dil me
tum apno ko aise basa kar to dekho
basaya hai gairo ko jis tarah dil me
tum apno ko aise basa kar to dekho
khabar jayegi darde furkat ki jis dum
khabar jayegi darde furkat ki jis dum
wo aayenge sunkar naye furkashe gham
wo aayenge sunkar naye furkashe gham
tadap kar tum unki judai me furnam
tadap kar tum unki judai me furnam
kabhi chaar aansu baha kar to dekho
tadap kar tum unki judai me furnam
kabhi chaar aansu baha kar to dekho
tadap kar tum unki judai me furnam
tadap kar tum unki judai me furnam
tadap kar tum unki judai me furnam
tadap kar tum unki judai me furnam
kabhi chaar aansu baha kar to dekho
tadap kar tum unki judai me furnam
kabhi chaar aansu baha kar to dekho
nigaho se khenchi hai tasveer maine
jara apni tasveer aakar to dekho
Comments for lyrics of song "Nigaho Se Khenchi Hai Tasveer"
Umar Farooq on Sunday, June 10, 2012 Qab0ol-E-Jurm karte Hai m0habbat ka, Tumhare Qadmo'n Me Gir Ke JAAAN
SaZa-E-M0ut Hai ManZ0or, Magar Teri Judai Nahii.
Umar Farooq on Thursday, April 05, 2012 Hathon ki lakeero pe kabhi bharosa nahi karna..!!!! Taqdeer unki bhi
to hoti hai jinke Haath nahi hote
Umar Farooq on Wednesday, October 19, 2011 kuch to baat hai us ki fitrat mein warna usey chahne ki khata main bar bar
na karta..!!!
Sana Shaikh on Saturday, April 20, 2013 y u comment so wat u are