Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of O Amiro Ke Parmeshwar (Version Ii) - ओ अमीरों के परमेश्वर
o amiro ke parmeshwar
hum garibo ki bhi le khabar
dekho hum lut rahe hai tere raz me
kuch hamara bhi insaf kar
o amiro ke parmeshwar
ek pathar dil pe rakhkar
tere jag me hai hum ji rahe
chupke chupke sabse chhupke
zindagi ka zahar pi rahe
kon jane kis roz hoga khatam
kon jane kis roz hoga khatam
aansuo se bhara ye safar
o amiro ke parmeshwar
hum garibo ki bhi le khabar
dekho hum lut rahe hai tere raz me
kuch hamara bhi insaf kar
o amiro ke parmeshwar
man ke andar dukh chhupakar
haye barso se hum ro rahe
kya bataye kya sunaye
hum pe kya kya sitam ho rahe
hum to jite hai data tere desh me
hum to jite hai data tere desh me
aaj talwar ki dhar par
o amiro ke parmeshwar
hum garibo ki bhi le khabar
dekho hum lut rahe hai tere raz me
kuch hamara bhi insaf kar
o amiro ke parmeshwar
Comments for lyrics of song "O Amiro Ke Parmeshwar (Version Ii)"
Rk Sekar on Monday, March 25, 2013 THE ARTIST IS VASUNDHARAA DHEVI ORIGINAL MOTHER OF VAIJAYANTHIMAALAA.THE
SONG IN TAMIL IS ENNA SEIDHAALUM ENDHAN THUNAI NEEYE BY
(RAADHAA)JEYALAKSHMI SET IN RAAG GARAGARAPRIYAA.MUSIC BY S.V.VENKATARAAMAN
Ishtiyaq Qadri on Friday, July 31, 2015 I have been looking for this beautiful song since more than three
decades.Thank God...got it..Lyrics,Music,Voice and Picturization
...everything superb...
SHANUSHAH on Friday, July 01, 2011 Wow what a song, I have beeing looking for this song for long time, Yes I
found a Gem.
prabhakara rao Edara on Friday, August 26, 2011 The song that dash-enter the heart !
Fiaz Dar on Monday, June 27, 2011 a great song and a great film.