Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of O Re Manwa - ओ रे मनवा
ho duniya saari choti zara pad gayi
badhte badhte mai hadh se zara badh gayi
o re manwa chhod zidd karna o re manwa chhod zidd karna
andar se band kar le tu sapno ko pinjre mein
o re manwa chhod zidd karna o re manwa chhod zidd karna
andar se band kar le tu sapno ko pinjre mein
tinke tinke ko jod ke kyu mai puliya banane lagi
wo maine chod ke kyun nadiya bichane lagi
taare taare ko tod ke kyu mai jhumar banane lagi
chand chura ke kyu ghar mai sajane lagi
aafat kaise ye dekho zara kar gayi
pankh laga ke mai chajje pe kyun chadh gayi
o re manwa chhod zidd karna o re manwa chhod zidd karna
andar se band kar le tu sapno ko pinjre mei
o re manwa chhod zidd karna o re manwa chhod zidd karna
andar se band kar le tu sapno ko pinjre mei
sapno ko pinjre mei sapno ko pinjre mei