Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Paas Baithho Tabiyat Bahal Jaayegee - पास बैठो तबीयत बहल जायेगी
paas baitho tabiyat bahal jaayegi
maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
paas baitho tabiyat bahal jaayegi
maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
dhaar kaajal ki tum aur tikhi karo
maang hotho ki mithi hasi se bharo
jindagi jhumne par machal jaayegi
maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
paas baitho tabiyat bahal jaayegi
maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
hamne maana ke chhaayi hain kaali ghata
gore gaalo se gesu hata do jara
is andhere me ek shamma jal jaayegi
maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
paas baitho tabiyat bahal jaayegi
maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
gam ne chheda hame, tum naa chheda karo
jo tumhaare hai unse naa parda karo
muskura do tamanna nikal jaayegi
maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
paas baitho tabiyat bahal jaayegi
maut bhi aa gayi ho to tal jaayegi
Comments for lyrics of song "Paas Baithho Tabiyat Bahal Jaayegee"
RealMusicKing on Monday, May 10, 2010 C. Arjun was undoubtedly genius in music. This movie is from 1959 I believe. It has another duet "In pyar ki rahon mein, tera hi sahara hai" by Rafi and Asha.
jasbongy on Thursday, April 15, 2010 Beautiful and very very popular song of 60eees. Thanks Yuan ji. Thumbs Up. W.Respect. Sarla.
Anilkumar P K on Saturday, October 17, 2015 धार काजल की तुम और तीखी करो
माँग होठों की मीठी हसी से भरो
जिंदगी झूमने पर मचल जायेगी
हम ने माना के छाई है काली घटा
गोरे गालों से गेसू हटा दो ज़रा
इस अंधेरे में एक शम्मा जल जायेगी
mastkalandr on Monday, April 02, 2012 Dear friend TheNeerjasingh !..You are most welcome. Thanks for sharing n
appreciation..., this Gazal is the best of C Arjun thanks to the forgotten
music talents for unforgettable melodies. This ghazal proves, if proof is
needed, that no composer was too small for Mohammad Rafi sahab as long as
the composition was great..see more in the infro here with the video..
Sara S.J on Saturday, February 07, 2015 Jagdeep ji bahut qismatwale the jo Itna ,meetha ,jazbaati aur khoobsoorat
geet unki jholi main aa gira.Indeevar ke bolon ko Rafi ne poore dil se
gaaya hai.Rafi ji ka hi qamal hai ki geet Aaj bhi yaad hai aur azeez hai.
Iss andhere main ek shamma jal jayegi, maut bhi aa gayee ho to tal jayegi.
Iss behad khoobsoorat geet ke liye Shukriya Mk ji.