Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Paisa Paisa Paisa - पैसा पैसा पैसा
ho chhaii ho garibi to koi puchta hi nahi
aa jaaye amiri to koi chodta hi nahi
chai ho garibi to koi puchta hi nahi
aa jaaye amiri to koi chodta hi nahi
ye log hai ajab duniya hai gazab hai zamana kaisa
paisa paisa aaj khuda hai paisa
maana sab kuch na ho par hai bahut kuch paisa
tarazu mein daulat ke sang dil bhi tole jaate hai
paise waale hi bhagwan yaha par bole jaate hai
yaha par bole jaate haiyaha par bole jaate hai
tamasha hai dekho kaisa ke daulat mand ho insaan
to uske jaanwar bhi phir yaha par puje jaate hai
yaha par puje jaate hai yaha par puje jaate hai
ae khuda wah teri ye duniya rang kya kya dikhaye ye duniya
ae khuda wah teri ye duniya
rang kya kya dikhaye ye duniya
kumsarf hai wo insaan jo daulat ko pujta hai
jis rabb ne di daulat
ussi rabb ko bhoolta hai
ye maal virasat hai
aaj tera kal mera
is bewafa pe itra ke kyo jhumta hai
bahek gaya hai dekho ye insaan aaj kaisa
paisa paisa paisa
aaj khuda hai paisa maana sab kuch na ho
par hai bahut kuch paisa
paisa paisa paisa aaj khuda hai paisa
maana sab kuch na ho par hai bahut kuch paisa
ho khali jebb to yaaroo mohabbat bhi na karna tum
mohabbat bhi ek sauda hai karonge sauda kaise tum
magar is dam paisa aaye to saari duniya jhuk jaaye
mehbooba bhi mil jaaye jeevan ki gaadi chal jaaye
ae khuda wah teri ye duniya rang kya kya dikhaye ye duniya
ae khuda wah teri ye duniya rang kya kya dikhaye ye duniya
humne to na daulat dekhi na dhan dekha
humne to tera pyaar bhara mann dekha
tere pyaar mein sachai aur lagan dekhi
humein manane ko kiya tha wo jatan dekha
kal bhi waisa hi tu pyaara tha aaj hai tu jaisa
paisa paisa paisa pyar mein kaisa paisa
mohabbat hi khuda hai hum to maane aaisa
paisa paisa paisa
pyar mein kaisa paisa
mohabbat hi khuda hai
hum to maane aaisa
chhai ho garibi to koi puchta hi nahi
aa jaaye amiri to koi chodta hi nahi
ye log hain ajab duniya hai gazab hain zamana kaisa
paisa paisa paisa paisa paisa paisa
pyaar mein kaisa paisa mohabbat hi khuda hai
hum to maane aaisa
paisa paisa paisa pyaar mein kaisa paisa
mohabbat hi khuda hai