Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Mahima Chaudhary - mahima_chaudhary_007.jpg
Mahima Chaudhary

Zamaane Ko Dikhana Hai
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.63 - 8 votes
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure
Qawwalis, Tareef Songs
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.63
Total Vote(s) : 8
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Kya Ishq Ne Samjha Hai Zamane Ko Dikhana Hai - क्या इश्क ने समझा है जमाने को दिखाना है

aaj ki shaam is mehfil me aapke pasandida qavvaal
chulbule asraani saahab ko bulaaya gaya tha magar
achaanak tabiyat kharab ho jaane ki vajah se vo chulbule
gulbule se gulgule hokar bulbule ho chuke hai
isaliye yaha nahi aa sake, unke na aane ki mai
zanaab karnal tipsi se muaafi chahta hu is
guzaarish ke saath ki unaki ye hasin mehfil saaz aur
aavaaz ke jaadu se maharum nahi rahegi, agar mere
sine me dil hai aur us dil me tadap aur uska asar
tadap laazami hai apne aavaaz se sab dilo ko jitane
ka vayda to nahi kar sakta par huzur agar ye
naachiz agar ek raat me ek dil bhi jit saka to meri
qismat chamak uthegi

kya ishq ne samajha hai kya husn ne jaana hai
ham khaak hasino ki thokar me zamaana hai
pari ho aasmaani tum magar tumko to paana hai
pari ho aasmaani tum magar tumko to paana hai
pari ho aasmaani tum magar tumko to paana hai
muhabbat kaise karte hai ha muhabbat kaise karte hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai
ha mohabbat kaise karte hai, kaise karte hai mohabbat
kaise karte hai mohabbat dikhana hai dikhana hai
dikhana hai zamaane ko, dikhana hai zamaane ko dikhana hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai
pari ho aasmaani tum magar tumko to paana hai

husn kaha tu kaun hai, maine kaha shaida tera
husn kaha takta hai kya, maine kaha surat teri
aa usne kaha kya chaahiye, maine kaha ulfat teri
usne kaha mumkin nahi maine kaha yu hi sahi
usne kaha mumkin nahi maine kaha yu hi sahi
ho meri tamanna dilbar jaana khel nahi ishq hai
saaye me talvaar ke aanaa khel nahi hai ishq hai
yu hosh gavana ishq hai, ye haal banaana ishq hai
is dar tak aana ishq hai, aavaaz lagaana ishq hai
yu hosh gavana ye haal banaana is dar tak aana sada lagana
ishq hai, ishq hai

ishq vo nagma sun ke jise are ishq vo nagma sun ke jise
mehlo ke parde jalte hai, mehlo ke parde jalte hai
ishq vo nagma sun ke jise sun ke jise vo nagma
sun ke jise mehlo ke parde jalte hai
tum chale aaoge e ji tum to chale aaoge
aise aag pe jaise chalte hai, aag pe jaise chalte hai
ha karo na meharbaani tum magar tumko to paana hai
ha karo na meharbaani tum magar tumko to paana hai
mohabbat kaise karte hai, mohabbat kaise karte hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai

laaya tha mai daave zigar tumne to dekha bhi nahi
aaya tha mai kis pyar se tumne to puchha bhi nahi
patthar laga jab qais ko mashahur-e-aalam ho gaya
patthar laga jab qais ko mashahur-e-aalam ho gaya
zakhmi hua farhaad to duniya me maatam ho gaya
zakhmi hua parhaad to duniya me maatam ho gaya
ho mera zakhm koi kya jaane jo sine ke niche hai
mujhpe tir chalaane vaala parde ke pichhe hai
vo parda nashi hai parde me, vo zohra zabi hai parde me
vo sabse hasi hai parde me, vo aaj yahi hai parde me
vo parda nashi vo zohra zabi vo sabse hasi vo aaj yahi hai
parde me

ab dikhalaaye jo bhi najar ab dikhalaaye jo bhi najar
vo aaj divaana dekhega, vo aaj divaana dekhega
ab dikhalaaye jo bhi najar ji bhi najar dikhalaaye
jo bhi najar dikhalaaye divaana aaj dekhega
dekhega dekhega dekhega dekhega
phir jab meri shaam sajegi, phir jab meri shaam sajegi
saara zamaana dekhega saara zamaana dekhega
chhupo ai yar zaani tum magar tumko to paana hai
chhupo ai yar zaani tum magar tumko to paana hai
mohabbat kaise karte hai, mohabbat kaise karte hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai

pari ho aasmaani tum magar tumko to pana hai
paana hai tumko paana hai, paana hai tumko paana hai
paana hai tumko paana hai, paana hai tumko paana hai
pari ho aasmaani tum magar tumko to paana hai
mehzabi hai aaha, naazani hai aaha
ai hasi naazani aaha mehzabi
mehzabi naazani ai hasi tumko to paana hai
tumko to paana hai, tumko to paana hai
mohabbat kaise karte hai, mohabbat kaise karte hai
mohabbat kaise karte hai, mohabbat kaise karte hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai
zamaane ko dikhana hai zamaane ko dikhana hai


lyrics of song Kya Ishq Ne Samjha Hai Zamane Ko Dikhana Hai

Comments for lyrics of song "Kya Ishq Ne Samjha Hai Zamane Ko Dikhana Hai"
Eclecguy on Saturday, September 27, 2008
Love this qawwali. Much overlooked but on par with others from RDB like
'Pal do pal ka saath hamara' from The Burning Train or the title song of
Hum Kisise Kum Nahin.

waseemdaddy on Saturday, January 12, 2013
Can someone please upload the movie please Im trying to find the bit with
Amjad Khan and his classic cortina PLEASE

samskarapriestess on Sunday, August 28, 2011
Why cant they make hindi movies like these anymore. I am sick of same BS
with Akshay Kumar and Salman Khan.

seemam9 on Friday, November 07, 2008
aweosome qawaali...yes very under-rated indeed...but a brilliant comp by
Panchamda

Yogesh Malu on Friday, February 20, 2009
Thanks for the video, have been looking for this one for a long time. Cheers

View all 13 comments related to song Kya Ishq Ne Samjha Hai Zamane Ko Dikhana Hai - क्या इश्क ने समझा है जमाने को दिखाना है


Film cast: Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Kader Khan, Amjad Khan, Yogita Bali, Neelam Mehra, Shreeram Lagoo, Om Shiv Puri, Simple Kapadia, Master Ravi, Birbal, Arpana Choudhary, Viju Khote, Yusuf Khan, Vijay Arora, Aarti Gupta, Geeta Behl, Randhir Kapoor, Tariq, Asrani, Rajendra Nath, Rajendra Singh, Ahmad Khan, Keshav Rana, Vikas
Singer: Asha Bhosle, Manna Dey, Mohammed Rafi, R D Burman, Shailendra Singh
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: R D Burman, Sapan Chakravorty, Basu Chakraborty, Maruti Rao
Film Director: Hasri Hussain
Film Producer: Nasir Hussain
External Links: Zamaane Ko Dikhana Hai at IMDB    Zamaane Ko Dikhana Hai at Wikipedia
Watch Full Movie: Zamaane Ko Dikhana Hai at YouTube    Zamaane Ko Dikhana Hai at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Tower House (1962)
Tower House (1962)
Chacha Bhatija (1977)
Chacha Bhatija (1977)
Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
Hum Kisi Se Kum Naheen (1977)
Hum Kisi Se Kum Naheen (1977)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy